iqra
09-17-2012, 08:25 PM
Mai kachi neend main hun
aur apny neem khuabedaa tanaffus main
chandni ki chaap sunti hun
Gumaa'n hai
aaj bhi shayad
Mery mathy py tery Lab
sitaary subaat kery hain...
aur apny neem khuabedaa tanaffus main
chandni ki chaap sunti hun
Gumaa'n hai
aaj bhi shayad
Mery mathy py tery Lab
sitaary subaat kery hain...