Awara Badal
09-17-2012, 06:33 PM
Aey Mohabbat tere Anjaam pe rona aaya
jaane kyon aaj tere naam pe rona aaya
yun to har shaam ummid mein guzar jaati thi
aj kuchh baat hai jo shaam pe rona aaya
kabhi taqdeer ka maatam kabhi duniya ka gila
manzil - e - ISHQ mein har gaam pe rona aaya
jab hua zikr zamane mein mohabbat ka__________
mujh ko apne dil - e - naakaam pe rona aaya,