Miss Habib
09-17-2012, 10:42 AM
Kuch batein ghor talab
1. Duniya k andar deen nahi, deen k andar duniya hai.
2. Gunnah per tabiat khud chalti hai magar naiki per tabiat ko lana parta hai
3. Aaj amal hai, hisab nahi, kal hisab ho ga magar amal nahi
4. Aaj aik ansu ka qatra dozakh ki aag k sumandar ko bhuja skta hai, kal ansu k sumandar se
dozakh ki aag ki aik chingari nahi bujhe skti
Aey Allah hum sab ko naik amal karne ki taufeeq ata farma
Ameen