Awara Badal
09-15-2012, 12:54 PM
Yeh jaan ker bhi k dono k rastay thay alag
Ajeeb haal tha jub us se ho rahe thay alag
Yeh harf-o-lafz hain dunya se guftugu k liye
Kisi se hum Shekni k mokalmay thay alag
Khayal unka aya kabhi tumhain jaan
Jo tum se dour buhat dour jee rahe thay alag
Hum hi nahi hain hamari tarhan k or bhi loog azaab mein thay...
Jo auron se soochte thay alag.
Akelay pan ki aziyat ka ab gila kis se _______________-
Khud hi tou apnoo se hum ho gaye thay alag
***** AHMAD FARAZ *******