life
09-13-2012, 07:55 PM
Pehle dil ki ujjri zameen par
Khuwaab mohabbat ke sajaye
Phir
Meri aankhon main kuch deep jalaye
Kabhi chaand, kabhi gulaab kaha
...To
Kabhi sapno ki raani kaha
Phir
Wo meri zindagi bun gaya
Aur
Jab uss ki mohabbat meri rooh ko deemak ki tarha lag gai
http://i48.tinypic.com/107q1b6.jpg
Khuwaab mohabbat ke sajaye
Phir
Meri aankhon main kuch deep jalaye
Kabhi chaand, kabhi gulaab kaha
...To
Kabhi sapno ki raani kaha
Phir
Wo meri zindagi bun gaya
Aur
Jab uss ki mohabbat meri rooh ko deemak ki tarha lag gai
http://i48.tinypic.com/107q1b6.jpg