Log in

View Full Version : Hadith


life
09-13-2012, 06:49 PM
Abu Sa'id Al-Khudri Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya
Fajar ki Namaz ke baad suraj nikalney tak koi namaz na parhi jaye aur Asar ki namaz ke baad suraj dubney tak koi namaz na parhi jaye
Sahih Bukhari, Vol 1, 586

Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne do waqt mein namaz parhney se mana farmaya hai
Fajar ki Namaz ke baad suraj nikalney tak aur Asar ki namaz ke baad suraj dubney tak
Sahih Bukhari, Vol 1, 588

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.