life
09-13-2012, 06:37 PM
Al Quran: Agar tum Un Badey Gunahon se bachogey jinse tumhey mana kiya gaya to hum tumharey (chotey) gunaah maaf kar dengey aur tumhey Ezzat ke Maqam mein dakhil karengey
Surah Nisa (4) Aayah 31
Hadith: Anas radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam se badey (kabira ) gunahon ke baarey mein pucha gaya to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya
1. Allah ke saath kisi ko Sharik karna,
2. Waaldein ki nafarmani karna,
3. Kisi ki jaan lena
4. aur Jhooti gawahi dena.
Sahih Bukhari, Vol 4, 2653