View Full Version : ''Dost / Ahbaab'' (دوستی پر اشعار)
M A H i
09-10-2012, 02:56 PM
http://img33.imageshack.us/img33/7716/aisa.gif (http://imageshack.us/photo/my-images/33/aisa.gif/)
السلامُ علیکم
دوست'' یا ''دوستی'' یا ''احباب'' یا ہم معائنے الفاظ پر کچھ کلام
.
.
.
امید ہے تمام دوست بڑھ چڑھ کر حصہ لیں گے
:rose5:
M A H i
09-10-2012, 02:57 PM
اے عدم ہر گناہ کر ! لیکن
دوستوں سے ریا کی بات نہ کر
M A H i
09-10-2012, 02:59 PM
زخم ہی زخم ہیں میرے دل و جاں
دوست ہی دوست ہیں میرے اطراف
M A H i
09-10-2012, 03:06 PM
Dosti ka bhi hai mausam say ta'aluq kitna
Rutt badalti hai tou yeh log badal jatay hain
M A H i
09-10-2012, 03:15 PM
Jab Doston ki Dosti hai saamne mere
Dunya mein Dushmani ki misaal'on ka kya karoun?
Noor ul huda
09-13-2012, 08:23 PM
Buhut Aala!
Aur Munfarid Topic!
*****
May zaroor hissa loongi
Haan,app kay Intikhab say lag raha hay app nay dosti ka bas negative rukh hi dekhaya hay MaHi?
Noor ul huda
09-13-2012, 08:33 PM
Arzz Sirf Itna Hay Dosti Kay Baray May
Aadmi Ghalt Samjha Aadmi Kay Baray May..
saira111
09-13-2012, 11:26 PM
Sorry! This post need to delete.
AKHROT
09-13-2012, 11:27 PM
dost dost na raha pyar pyar na raha
zindagi hamain tera etbaar na raha
:current:
saira111
09-13-2012, 11:30 PM
Jab Doston ki Dosti hai saamne mere
Dunya mein Dushmani ki misaal'on ka kya karoun?
Kia keh dia mahi???...:)
Well, u ka msg dekha sure i will definatily contribute.....
Sab say pehle aik nazam
It's so harsh but true....:)
Suno aye Dost!
Kabhi Udas hojao to
Kabhi tanhai ki ratain
Tumhain ziada satain to
Kabhi titli na bole to
Aur jugnoo lout jaye to
Kabhi jab dil b bhar jaye
Koi jab sun na paye to
Agar sabdost sathi bhi
Jo tum se roth jain to
Kabi jab khud se lar lar kar
Thakan se choor ho jao
Kabhi chahte hoay bhi khud akelay
Ro na pao to
Apni ankhon ko band karna
Mujhe awaz de dena
Aur phir mere tasawur se
Jo chaho batein keh dena
Meray kandhe pe sir rakh kar
Tum jitna chaho ro lena
Phir khud main jab loat jao to
Us he duniya chale jana
Magar bas itna kehna hai
Ke jab bhi dukh ya khushion main
Hamein dil se pukaro gay …….Hamein tum sath pao gay
saira111
09-13-2012, 11:41 PM
Ahbab
Ajab Halqa e ahbab hai muqadar main Mohsin!
Qadam Qadam pay mera ma`an tot jata hai...:)
Dosti
is say pehlay kay bewafa ho jain
kiun na ay dost ham juda hojain
bandagi ham nay chor di hai
kia karen log jab khuda ho jain
Noor ul huda
09-14-2012, 12:13 AM
Very Nice Sharing Saira!
cutepoison
09-14-2012, 08:55 AM
Nice Thread Mahi ... inshaAllah hum zarooor contribute kareinge :)
cutepoison
09-14-2012, 08:57 AM
Isey khaloos kaho ya Hamari Nadaniii .....
Jo koi hans k mila us se dosti karli ........ !!!
cutepoison
09-14-2012, 08:59 AM
Ab justaju-e-Dosti ki manzil kahin bhi ho .....
Hum chal parey hain raah ko dushwar dekh kr ....
cutepoison
09-14-2012, 09:02 AM
One of My favorite ....
*-*-*-*-*-*-*-*
Jab gharz hoi tab yaad kiya, Jab waqt mila tab waaar kiya .....
Ab aur haqeeqat kya likhoon, Is dour k mukhlis dostoon ki .... !!!
*-*-*-*-*-*-*-*
cutepoison
09-14-2012, 09:05 AM
*-*-*-*-*-*-*-*-*
agar Hum Dost Hotay To
Karam Ki Inteha Kartay ....!
Tumhen Palkon Pey Rakhtay Hum
Tumhen Dill main Basatay Hum ...!
agar Tum Rooth Jaatay To
Tumhen Kitna Manatey Hum ....!
Jo Milney Tum Nahi aatey
To aa kar Khud Tumhain miltey ...!
Tumhari Laghzishon Ko Bhi
Hansi main Hum Uraa Detay ...!
agr apni Khata Hoti
To Khud Ko Bhi Saza Daitey ...!
mgr Ye Sab Jabhi Hota
agr Hum Dost Hotey To ….!
magar itna hi Jana Hay
K Tum Ney aaj Tak Hum Ko
Paraya Keh Kar Jana Hay
Kabhi Hamdam Naa mana Hay
agr Hum Dost Hotay To…..!!
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*
cutepoison
09-14-2012, 09:12 AM
Dosti kia hay?
Kia khabar tum ko dosti kia hai
Ye roshni bhi hai andhera bhi hai
Khwahishon say bhara jazeera bhi hai
Bohat anmol ik heera bhi hai
Dosti ik haseen khwab bhi hai
Pass say dekho tou sarab bhi hai
Dukh milnay pe ye azab bhi hai
Aur ye piyar ka jawaz bhi hai
Dosti yoon tou maya jaal bhi hai
Ik haqeeqat bhi hai khayal bhi hai
Kabhi furqat kabhi vissal bhi hai
Kabhi zameen kabhi falak bhi hai
Dosti jhoot bhi hai such bhi hai
Dil main reh jaiay tou kassuk bhi hai
Kabhi ye haar kabhi jeet bhi hai
Dosti saaz bhi sangeet bhi hai
Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai
Wafa kia hai wafa bhi dosti hai
Dil say nikli dua bhi dosti hai
Bus itna samajh lay tou
Piyar ki inteha bhi dosti hai
--*--*--*--*--*--*--*--*--*--
Miss Habib
09-14-2012, 09:29 AM
bohat zabardst thread hai Mahi
Saira, akhrot, Noor and Mahi
bohat zabardst sharing ki app logon ne
Miss Habib
09-14-2012, 09:31 AM
Kisi se kia gila “Dost” ye dastoor hai zamane ka
Naye jab yar milte hain purane bhool jate hain
cutepoison
09-14-2012, 09:35 AM
bohat zabardst thread hai Mahi
Saira, akhrot, Noor and Mahi
bohat zabardst sharing ki app logon ne
meri sharing nahi pasand aii aap ko :bshy:
Miss Habib
09-14-2012, 11:54 AM
meri sharing nahi pasand aii aap ko :bshy:
oh sorry
maine tumhari sharing dekhi hi nahi :0027:
M A H i
09-14-2012, 07:11 PM
Thank you to all of you for participating and an encouraging feedback.
keep it up guys : )
M A H i
09-14-2012, 07:43 PM
Kia keh dia mahi???...:)
Well, u ka msg dekha sure i will definatily contribute.....
Many Thanks Saira
.
.
.
Kuch Ye k muddaton se ,Hum Bhi nahi they royee
Kuch zeher main shamil tha ehbaab ka dilasa
app kay Intikhab say lag raha hay app nay dosti ka bas negative rukh hi dekhaya hay MaHi?
hmmm...
.
.
.
Girti hui Dewaar ka humdard hun lekin
Charhte hue Sooraj ki prastish nhi krta
Humdardi-e-ehbaab se darta hun MOHSIN
Me zakhm tu rakhta hon Numaish nhi krta !!!
One of My favorite ....
*-*-*-*-*-*-*-*
Jab gharz hoi tab yaad kiya, Jab waqt mila tab waaar kiya .....
Ab aur haqeeqat kya likhoon, Is dour k mukhlis dostoon ki .... !!!
*-*-*-*-*-*-*-
Bhout Umda C.P
.
.
.
Dushmano se pashemaan hona padaa hai
Doston ka khuloos aazmaane ke baad...
Kisi se kia gila “Dost” ye dastoor hai zamane ka
Naye jab yar milte hain purane bhool jate hain
[/CENTER]
Nice One Miss
.
.
.
Bay-Faida Hai Zeest Mein ehbaab Ka Hajoom,
Ho Paykar-e-Khaloos To Kafi Hai Aik Shakhs.
saira111
09-15-2012, 06:09 AM
wo bazahir jo zamany say juda lagt ahai
hans kay bolay to dunya say juda lagta hai
or kuch dair na bujhnay day isay rab e sehar
dobta chand mera dast e dua lagta hai
jaisay mu phair kay raste say hawa guzri hai
aisay mousam main to jungle bhi hara lagta hai
shehar ki bheer main khulte hain kahan us kay nakosh
ao tanhai main sochain kay wo kia lagta hai
moun chupay hoay guzra hai jo ahbab say aj
us ki ankhon man koi zakham naya lagta hai
ab to mohsin kay tasawur main utar a rab e jalil
is udasi main to pathar bhi khuda lagta hai
Miss Habib
09-15-2012, 12:58 PM
Dushman se barh ke koi ni aadmi ka Dost,
Manzoor apne haal ki islaah go agar
M A H i
09-16-2012, 08:20 PM
wo bazahir jo zamany say juda lagt ahai
hans kay bolay to dunya say juda lagta hai
or kuch dair na bujhnay day isay rab e sehar
dobta chand mera dast e dua lagta hai
jaisay mu phair kay raste say hawa guzri hai
aisay mousam main to jungle bhi hara lagta hai
shehar ki bheer main khulte hain kahan us kay nakosh
ao tanhai main sochain kay wo kia lagta hai
moun chupay hoay guzra hai jo ahbab say aj
us ki ankhon man koi zakham naya lagta hai
ab to mohsin kay tasawur main utar a rab e jalil
is udasi main to pathar bhi khuda lagta hai
Superb Sharing Saira
TFS
Shaam
09-16-2012, 08:24 PM
دوستوں کے ہجوم میں ناصر
میرے اندر کا شخص تنہا ہے
M A H i
09-16-2012, 08:30 PM
Rota Hun To Ahbaab Bura Maante Hain
Hansta Hun To Mujrim Mujhe Gardante Hain
Har Haal Mai Aetiraaz Karne Waale
Nadaan Mere Halaat Kahan Jaante Hain?
Miss Habib
09-17-2012, 12:33 PM
main zakham zakham us se galey mil k kion hoa
wo dost thha to soorat-e-shamser kon thha
Noor ul huda
09-19-2012, 06:28 PM
Dedicated to my
http://www.swbnetwork.com/blog/wp-content/uploads/2009/04/best_friend.jpg
Dil Se Likhi Baat Dil ko Chhu jati hai,
Yeh aksar unkahi baat keh jati he,
kuch log dosti kay mayne badal dete hain,
Or kuch logo ki dosti se duniya badal jati hai..
Dost Ka Dost Ki haalat Pay Asar Hota Hai
Main Parayshaan Hoon To Kya Wo Na Parayshaan Hon gay !
M A H i
09-22-2012, 02:02 PM
Woh Jis Kay pass rehta tha Dost'oun ka hajoom
Suna hai Faraz, kal raat Ehsaas-e-Tanhai se mar gaya
Nafraton hi k andhayron mein na dhaalay rakhna
A meray DOST ! mohabbat k ujaalay rakhna
Kaheen aisa na ho gir jaaoon main tum say bicher ker
A meray DOST ! tum mujh ko sambhaalay rakhna !
M A H i
09-24-2012, 07:03 PM
Ab tou khoolose bhi hai faqt masleehat ka naam
Bay-louse Dosti key zamaney guzaar gaye
Doston ! us chashm-o-lab ki kuch kaho jis k baghair
Gulistaan ki baat rungeen hai na maykhaanay ka naam !
M A H i
09-24-2012, 07:25 PM
Ajab Shaan se Nikla tha Dost'on ka Juloos
Key Phool hath mein Asteen mein Khanjar thay
saira111
09-24-2012, 07:31 PM
Ajab Shaan se Nikla tha Dost'on ka Juloos
Key Phool hath mein Asteen mein Khanjar thay
Well Said MAHi
Doston ! terk-e-mohabbat ki naseehat hai fuzool
Or naa maano to, dil-e-zaar ko samjha dekho !
saira111
09-24-2012, 07:36 PM
ik zindagi gazeda say ye dushmani na ker
ay dost muhj ko umer e lehad ki dua na day
M A H i
09-25-2012, 01:38 PM
Apnon ki Dosti ne sikhaya hai yeh sabak
Ghair'on ki dushmani bhi inayat se kam nahi: )
M A H i
09-25-2012, 01:45 PM
Yeh kahan ki Dosti hai ke baney hain DOST naseh
Koi chaara saaz hota ,,,koi ghum gusaar hota !!!
Dushman ho koi DOST ho perkhaa nahi kertay
Hum khaak-nasheen zarf ka sodaa nahi kertay
Ik baar jahaan dil ko lagaa lein to wahaan pay
Phir sood-o-ziyaan kya hai ye dekha nahi kertay !
M A H i
09-25-2012, 06:50 PM
Zindagi jis k damm se hai Dost,
Yaad us ki azaab-e-jaan bhi hai…!!!
Ab kisi say kya gilaa kerna mujhay
DOST meri DOSTI samjha nahi
Mujh say ShihaaB DOSTON ki aaj kal
Kiun hui hai dushmani samjha nahi !
Shaam
09-25-2012, 08:14 PM
دوستوں کی دوستی نے بھی دئے ہیں کچھ فریب
کچھ حسین دھوکے مگر دانستہ بھی کھائے گئے
کیا یہ کچھ کم ہے قیامت، چلتے چلتے تھک گئے
اور چلے تھے جس جگہ سے ہم وہیں پائے گئے
M A H i
09-26-2012, 02:54 PM
nice thread
Thanks life : )
You can also participate in this thread!
M A H i
09-26-2012, 03:00 PM
Mehloun ke baasiyon ne to thukra diya Tujhe
.....
Galiyon main apne Dost Purane Talash Ker!
Shaam
09-28-2012, 10:15 AM
ہماري آنکھوں نے بھي تماشا عجب عجب انتخاب ديکھا
برائي ديکھي ، بھلائي ديکھي ، عذاب ديکھا ، ثواب ديکھا
نہ دل ھي ٹھرا ، نہ آنکھ جھپکي ، نہ چين پايا، نہ خواب آيا
خدا دکھائے نہ دشمنوں کو ، جو دوستي ميں عذاب ديکھا
M A H i
09-28-2012, 07:38 PM
Mehwashon Ko Wafa Say Kia Matlab, In Butoon Ko Khuda Say Kia Matlab
In Ki Masoom Nazroon Nay ''.....'', Loag Pagal Bana'ay Hoay Hein
Gardishon K Hein Maray Hoay Na, Dushmano K Sataye Hoay Hein...
Jitnay Bhi Zakhm Hein Meray Dil Per, Doston K Lagaye Hoay Hein
Mehwashon Ko Wafa Say Kia Matlab, In Butoon Ko Khuda Say Kia Matlab
In Ki Masoom Nazroon Nay ''.....'', Loag Pagal Bana'ay Hoay Hein
Gardishon K Hein Maray Hoay Na, Dushmano K Sataye Hoay Hein...
Jitnay Bhi Zakhm Hein Meray Dil Per, Doston K Lagaye Hoay Hein
Bohat Khoob Mahi (Y)
Zaberdast Qataa Share Kiya Hai Aap Nay
Isay Perh Ker Mujhay Aik Shair Yaad Aa gaya
Doston Ki Shikaayat Karoon Main
Ye Bhi Mujh Ko Gawaarah Nahi Hai
Doston Nay Karam Wo Kiye Hein
Zindagi Ki Tamanna Nahi Hai !
Zara Is Per Ghour Fermaaiye
Dost Ban Ban K Milay Mujh Ko Mitaanay Waalay
Main Nay Dekhay Hai Kai Rung Badalnay Waalay !
Or Aik Shair Khaas Aap Ki Nazer Mahi
Doston Say Wafa Ki Ummeedein
Kis Zamaanay K Aadmi Tum ho !
M A H i
09-28-2012, 08:15 PM
Or Aik Shair Khaas Aap Ki Nazer Mahi
Doston Say Wafa Ki Ummeedein
Kis Zamaanay K Aadmi Tum ho !
ahaan,
:good:
Brilliant!
Thanks Owi
M A H i
09-28-2012, 08:17 PM
Ye kahaan ki Dosti hai k Banay hein Dost Naaseh
Mujhay kya bura tha merna Ager aik baar hota?
Ye kahaan ki Dosti hai k Banay hein Dost Naaseh
Mujhay kya bura tha merna Ager aik baar hota?
Waah Bohat Khoob Mahi (Y)
Is Shair Ko Perh Ker Aik Or shair Haazir-e-khidmaT Hai Mahi !
Tum Riyaa-kaari Ko Bhi Ikhlaas Samhajti Ho Mahi
DOST Hota Nahi, Her Haath Milaanay Waala !
M A H i
09-28-2012, 08:28 PM
Wah!
Bhout Khoob
Apnay Doston ki tabiyat say main shanaasa hoon main ''Mahi''
K masoom bann bann k mujh pay waar kiye jaayein gay : )
saira111
09-29-2012, 02:48 AM
Jab Yaad ka Aangan Kholoon To
Kuch Dost bahut Yaad Aate hain
Main Guzre dino ko Sochoon To
Kuch Dost buhat yaad AAtay hain
Ab Jaane kis nagri mein..?
Soye pade hai muddat say
Main Raat gaye tak Jagoon To
Kuch Dost bahut yaad Aate hai
Kuch baatein Thee phoolon Jaisi
Kuch khushboo jaise Lehje thay
Main Shehr-E-Chaman mein Tehloon To
Kuch Dost bahut yaad Aate hain
Wo pal bhar ki Narazgiyan Or
Maan bhi jana pal bhar mein
Main khud say jab bhi roothoon To
Kuch Dost bahut yaad Aate hain
Miss Habib
09-29-2012, 11:35 AM
my fav 1 Dosti k naam
Koi Tum Say Poochay Kon Hoon Main
Tum Keh Dena Koi Khaas Nahi
Ek Dost Hay Kaccha Paka Sa
Ek Jhoot Hay Aadha Sacha Sa
Jazbaat Ko Dhaanpay Ek Parda Bus
Ek Bahana Accha Sa
Jeevan Ka Aisa Sathi Hay
Jo Door Nah Ho K Pass Nahi
Koi Tum Say Poochay Kon Hoon Main Tum
Tum kah dena koi khaas nahi
M A H i
09-30-2012, 02:09 PM
:bu:
Jab Tak Na Lage Bewafai Ki Thokar Dost,
Har Kisi Ko Apni Pasand Par Naaz Hota Hai : )
(‘“*JiĢäR*”’)
10-02-2012, 09:32 AM
Ham itnay haseen to nahi magr ye dava hai.....................!
~;DØST;~
Jisay aankh bhar k dekh len usay uljhan main daal detay hain!
M A H i
10-04-2012, 11:35 AM
Very Nice Jigar :good:
Mujhe Dushmano Ki Khabar Na Thi
Mujhe Doston Ka Pata Na Tha
Teri Dastaan Kuchh Aur Thi
Mera Waqiya Kuch Aur Tha
Kabhi Laut Aain To Poochna
Nahin Dekhna Inhein Ghaur Se
Jinhein Raste Mein Khabar Hui
Ke Yeh Raasta Koi Aur Tha
Bura mujh say ziyaada kon hoga DOSTON, laykin
Kisi ko jab bura samjha, mujhay kuch ho gaya hoga !
M A H i
10-04-2012, 07:03 PM
کیا روپ دوستی کا، کیا رنگ دشمنی کا
کوئی نہیں جہاں میں کوئی نہیں کسی کا
اک تنکا آشیانہ، اک راگنی اثاثہ
اک موسمِ بہاراں مہمان دو گھڑی کا
Shaam
10-04-2012, 07:08 PM
ایک ایسے دوست کو کھویا ہے اے دوست تونے
جو تیرے ساتھ ھنسا ہے تیراے ساتھ رویا ہے
M A H i
10-04-2012, 07:21 PM
Dost Ban ban ke mile mujhko mitane wale
Main ne dekhe hein kai rang badalne wale
Shaam
10-04-2012, 07:26 PM
جو ہیں طعنہ زن میری ذات پر، مجھے ان سے کوئی گلہ نہیں
مجھے جان سے وہ عزیز تر، میری دوستی بھی عجیب ہے
M A H i
10-04-2012, 07:28 PM
Dosti kaiese nibhate hain
Mere dushman mujhe sikhate hain
Shaam
10-04-2012, 07:36 PM
یاد آجاتے ہیں دوست کئ
موسم جب رنگ بدلتے ہیں
M A H i
10-04-2012, 07:53 PM
Main uss ka Dost hon woh etraaf kerta tha,
Magar wo batein bhi mere khilaaf kerta tha,
Shaam
10-04-2012, 07:56 PM
جتنے ہمدرد ملے،دوست ملے،یار ملے
سبھی ابھرتے ہوئے سورج کے پرستار ملے
زندگی لائی ہے کس لیے سرِِبازار ہمیں
ہم تو یوسف بھی نہیں کہ کوئی خریدار ملے
M A H i
10-04-2012, 08:00 PM
Dost Kya Khoob Wafaon Ka Sila Dete Hain,
Har Naye Mod Par Ek Zakhm Naya Dete Hain,
Tum Se To Khair Ghadi Bhar Ki Mulakat Rahi,
Log Barson Ki Rafakat Ko Bhula Dete Hain,
saira111
10-04-2012, 08:01 PM
Na Janey Aaj Kahan Kho Gaya Sitaar-e-shaam
Woh Maira Dost, Maira Humsafar Udaasi Ka
saira111
10-04-2012, 08:06 PM
Jo hai ta'ana zann meri zaat par mujhay unsay koi gila nahee'n
Mujhay jaan say hain azeez tarr meri dosti bhi ajeeb hai
M A H i
10-04-2012, 08:36 PM
Guftguu ke liye unwaan bhi nahi
Baat karne pe bhi majbuur hain Dost
M A H i
10-04-2012, 08:39 PM
ڈرتا ہوں کہیں اس عالم میں جینے سے نہ منکر ہو جاؤں
احباب کی باتوں سے مجھ کو احسان کی خوشبو آتی ہے
Miss Habib
10-05-2012, 11:52 AM
Teri yadon se hai zindagi Aey Dost
Isliye apni nahi teri zindagi ki dua karte hain
Na kisi ko mujh say shikwah na mujhay gilaa kisi say
Ghum-e-aashiqi hi acha Ghum-e-bay-ta'alluqi say
Hui DOSTI jo ghum say to samhaj mein apni aaya
Wohi din azaab-e-jaan thay jo baser huway khushi say !
M A H i
10-07-2012, 07:52 PM
Woh Koi Dost Tha Achay Dinoon Ka
Jo Pichli Raat Se Yaad Aa Raha Hay
Ab bhi dil tujh ko sadaa dayta hai gaahay gaahay
Meri jaan, meri tamanna, meri duniya, meri DOST !
M A H i
10-07-2012, 08:01 PM
A gham - e- Dost!...Teri aamad-e- khush rung ki khair
Teray hi dam say yeh bazm- e -sukhan aarasta hay
Shaam
10-07-2012, 08:24 PM
اس بے وفا کا شہر ہے اور ہم ہیں دوستو
اشکِ رواں کی نہر ھے اور ھم ھیں دوستو
شامِ الم ڈھلی تو چلی درد کی ھوا
راتوں کا پچھلا پہر ھے اور ھم ھیں دوستو
Yaad kernay pay bhi DOST aaye na yaad
DOSTON k karam yaad aatay rahay !
saira111
10-08-2012, 04:27 PM
Wo Acha Hai To Acha Hai’ Bura Hai To, Bhi Acha Hai
Mizaaj_E_Ishq Mein Aieb_E_Yaar Dekhe Nahi Jate..
M A H i
10-08-2012, 06:47 PM
Mujhe Dushmano Ki Khabar Na Thi
Mujhe Doston Ka Pata Na Tha
Teri Dastaan Kuchh Aur Thi
Mera Waqiya Kuch Aur Tha
Kabhi Laut Aain To Poochna
Nahin Dekhna Inhein Ghaur Se
Jinhein Raste Mein Khabar Hui
.
.
.
Ke Yeh Raasta Koi Aur Tha!!!
EHBAAB bhi ghairon ki adaa seekh gaye hein
Aatay hein mager dil ko dukhaanay nahi aatay !
saira111
10-09-2012, 12:56 PM
na Ganwao Naawak-e-neem Kash , Dil-e-raiza Raiza Ganwa Diya
jo Bachey Hain Sang Samait Lo , Tan-e-daagh Daagh Luta Diya
jo Rukey To Koh-e-garaan They Ham, Jo Chaley To Jaa'n Se Guzar Gey
rah-e-yaar Ham Ne Qadam Qadam Tujhey Yaadgaar Baan Diya
saira111
10-09-2012, 01:09 PM
Is dafa to barishen ruk ti nahi han doston
Ham nay kia ansu piay kay saray mousam ro paray
M A H i
10-10-2012, 07:06 PM
Baa-zahir hum se bhi rakhte they Dosti lekin
Hawaoon se bhi charaghoon ke rabtey nikle
M A H i
10-12-2012, 07:45 PM
Jb gharz hui tab yaad kia, Jab waqt mila tab waar kiya.
Ab aur hqeeqat kia likhun is dour k mukhlis Doston ki..
beyond_vision
10-13-2012, 02:20 AM
Wo Qehat Dosti Ka Parra Hai Ke In Dinon
Jo Muskura Ke Baat Karay Aashna Lagay
Miss Habib
10-13-2012, 10:30 AM
wah beyond bohat zabardst
Miss Habib
10-13-2012, 10:30 AM
Jis Ki Dosti Peh Naaz Tha, Wo Dost Bhi Gaya
Kis Qarb Se Kaha Kiseene Koi Baat Nahi
M A H i
10-13-2012, 01:51 PM
Dushman ho koi Dost ho perkha nahi kertay
Hum khaak-nasheen zarf ka soda nahi kertay
M A H i
10-13-2012, 02:48 PM
Jin Ke Har Gham Ki Sada Dhaal Bana Hoon ''.....''
Teer Mujh Par Unhi Yaaron Ki Kama'an Chhuti Hai
saira111
10-13-2012, 03:08 PM
Ae dil tujhay dushman ki b pehchan kaha ha ?
Tu halqa e ehbaab me bhi mohtaat raha kr ..
Baad muddat usay dekha logon
Wo zara bhi nahi badla logon
DOST to khair koi kis ka hai
Us nay dushman bhi na samjha logon !
M A H i
10-14-2012, 06:33 PM
Na Kisi Kay Aankh Ka Noor Hoon, Na Kisi Kay Dil Ka Qaraar Hoon
Jo Kisi Kay Kaam Na Aa Sakay, Main Wo Ak Musht -e- Gubaar Hoon
Mera Rang Roop Bigar Giya, Mere Yaar Mujh Say Bechar Gaye
Jo Chaman Khizaan Say Ujar Giya, Main Us Ki Fasl -e- Bahaar Hoon
M A H i
10-14-2012, 06:38 PM
Isi Shaher Main Kaii Saal Say, Meray Kuch Kareebi Azeez Hain
Unhain Meri Koii Khaber Nahi, Mujhay Un Ka Koii Pata Nahi
Dil na maanay bhi to aisa hai k gaahay gaahay
YAAR-e-bay-faiz say halka sa malaal acha hai
DOSTI apni jagha per ye haqeeqat hai ShihaaB
Teri ghazlon say kaheen tera ghazaal acha hai !
beyond_vision
10-16-2012, 07:23 AM
Woh Jis K Paas Rehta Tha Dosto'n Ka Hajoom
Suna Hay Faraaz Kal Raat Ihsaas-e-Tanhayi se Mar Gaya!
Miss Habib
10-16-2012, 12:31 PM
Main wohi hoon jisse tum Dost kaha karte the
Din mein so baar mera naam liya karte the
Aj kia baat hai kyon mujh se khafa bethe ho
Kia kisi aur ko Dost bana bethe ho
saira111
10-16-2012, 10:37 PM
Main Apni Dosti Ko Sheher Main Ruswa Nhi Krti,
Mohabbat Main Bhi Karti Hoon Magar Churcha Nhi Krti.
beyond_vision
10-17-2012, 02:53 AM
ہماري آنکھوں نے بھي تماشا عجب عجب انتخاب ديکھا
برائي ديکھي ، بھلائي ديکھي ، عذاب ديکھا ، ثواب ديکھا
نہ دل ھي ٹھرا ، نہ آنکھ جھپکي ، نہ چين پايا، نہ خواب آيا
خدا دکھائے نہ دشمنوں کو ، جو دوستي ميں عذاب ديکھا
Miss Habib
10-17-2012, 12:24 PM
Naram lafzon se bhi lag jati hain chotein aksar
Dosti ik bara nazuk sa hunar hoti hai
M A H i
10-17-2012, 01:36 PM
:good: Nice beyond_vision
Dost Jitnay Thay Na Aashana Ho Gaye , Parsa Ho Gaye
Saath Meray Jo Ruswa Sir -e- Aam Tha, Wo Tera Naam Tha
Subah Say Shaam Tak Jo Meray Pass Thi , Wo Teri Aas Thi
Shaam Kay Baad Jo Kuch Lab -e- Baam Tha, Wo Tera Naam Tha
M A H i
10-17-2012, 02:23 PM
دوستو! قافلہ درد کا اب کیا ہو گا
ناگہاں آج مرے تارِ نظر سے کٹ کر
ٹکڑے ٹکڑے ہوئے آفاق پہ خورشید و قمر
اب کسی سَمت اندھیرا نہ اُجالا ہو گا
بُجھ گئی دل کی طرح راہِ وفا میرے بعد
دوستو! قافلہ درد کا اب کیا ہو گا
اب کوئی اور کرے پرورشِ گلشنِ غم
دوستو! ختم ہوئی دیدۂ تر کی شبنم
تھم گیا شورِ جنوں ختم ہوئی بارشِ سنگ
خاکِ رہ آج لئے ہے لبِ دلدار کا رنگ
کُوئے جاناں میں کھُلا میرے لہو کا پرچم
دیکھئے دیتے ہیں کِس کِس کی صدا میرے بعد
’’کون ہوتا ہے حریفِ مئے مرد افگنِ عشق
ہے مکّرر لبِ ساقی پہ صلا میرے بعد
دیکھئے دیتے ہیں کِس کِس کی صدا میرے بعد
’’کون ہوتا ہے حریفِ مئے مرد افگنِ عشق
ہے مکّرر لبِ ساقی پہ صلا میرے بعد
DOSTI jab kisi say ki jaaye
Dushmanon ki bhi raaye li jaaye !
saira111
10-18-2012, 12:36 PM
aj khoya hua ik dost bohat yaad hai
acha guzra hua waqt bohat yad aya
jo meri aankh mein kajal ki tarah rehta tha
aj kajal jo lagaya to bohat yaad aya
jo mere dil tha qareeb faqat usko hi
aj jab dil ne bulaya to bohat yaad aya
Miss Habib
10-18-2012, 12:53 PM
Dost milate hain yahaan dil ko dukhaane ke liye
Ungaliyaan rakhate hain vo ham pe uThaane ke liye
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
10-18-2012, 03:22 PM
Yeh Kahan KI Dosti hAi ? K Bane Hen Dost Nase'h
Koi Chaara Saaz hOta , kOI Gham Gusaar hOta :)
beyond_vision
10-20-2012, 08:45 AM
Jo Hain Ta'ana Zan Meri Zaat Par,Mujhey In Sey Koi Gila Nahi
Mujhey Jaan Sey Wo Aziz Tar,Meri Dosti Bhi Ajeeb Hai !
M A H i
10-20-2012, 10:51 PM
Bichar kay mujh se habeeb mere udaas hona toh loat ana
Akailay pan ki pahaar raatein , na kaaat paao toh loat anaa
beyond_vision
10-21-2012, 03:10 AM
Mere HamNafas, Mere HamNawaa, Mujhe Dost Ban Ke Daga Na De
Main Hoon Dard-e-Ishq Se Jaa'n Balab, Mujhe Zindagii Kii Dua Na De
Miss Habib
10-22-2012, 12:39 PM
Mere Ehbab kehte hai yahi ik aib hai mujh me
Sar-e-deewar likhta hooon pas-e-deewar k qissay
M A H i
10-22-2012, 06:34 PM
Pehla Sa Wo Khaloos Wo Ulfat Nahi Rahi
Ab Doston Mein Rasm-e-Mohabbat Nahi Rahi
Mudat Se Meri Yaad Se Ghafil Hain Merey ''Dost''
Shayad Ab Un Ko Meri Zarorat Nahi Rahi
M A H i
10-22-2012, 07:38 PM
Teri Chah main Teri rah main meray hosalon ka Huner gya
Thein woh aandhiyan teray sheher ki Mera ghar gaya mera da'rr gya
Teray shehar main aay be-mahar teray Dost'on ka yah haal hai
Koi chupkay chupaky se Jee utha koi chupkay chupkay se mar gya
Shaam
10-23-2012, 06:20 PM
اُداس اور زیادہ کہیں نہ ہو جائیں
فرازؔ انجمنِ دوست سے چلو جائیں
نہ اجنبی، نہ مسافر، نہ شہر والے ہیں
کوئی پکارو کہ ہم بھی کسی کے ہو جائیں
beyond_vision
10-23-2012, 07:16 PM
Meray Ik Gosha-e-Fikr Main, Meri Zindagi Se Azeez Tar...
Mera Ik Aisa Bhi Dost Hai, Jo Kabhi Mila Na Juda Huwa..!
M A H i
10-23-2012, 11:01 PM
Jaan lo , aaj k is dais main dushman hain bhalay!
.
.
.
Gha'o Yaaar'oun say wo kha'o'gay k hisaab nahi : )
isey khuloos kaho ya hamari nadani
jo koi hanss ke mila us se dosti karli
beyond_vision
10-24-2012, 06:17 AM
مری فصیلِ انا میں شگاف کر کے رہے
کہ دوست مجھ کو بھی میرے خلاف کر کے رہے
Miss Habib
10-24-2012, 12:19 PM
ajj rotha hua ek Dost bohat yaad aaya
acha guzra hua waqt bohat yaad aaya
jo mery dard ko senay may chupa layta tha
aaj jab dard hua mjh ko bohat yaad aaya
beyond_vision
10-24-2012, 10:56 PM
بس ایک شام بڑی خاموشی سے ٹوٹ گیا
ہمیں جو مان ۔ ۔ ۔تری دوستی میں رہتا تھا
arzz sirf itna hai dosti ke bare mai
admi galat samjha admi ke bare mai
M A H i
10-24-2012, 11:20 PM
Gair Say Yoon Dosti Hoti Nahi
Hum Say Ghar Ki Mukhbari Hoti Nahi
Jo Shajar Say Toot Jati Hay Shaakh
Laakh Pani Do Hari Hoti Nahi
Miss Habib
10-25-2012, 10:52 AM
نہ مزہ ہے دشمنی میں، نہ ہے لطف دوستی میں
کوئی غیر غیر ہوتا، کوئی یار یار ہوتا
M A H i
10-29-2012, 06:43 PM
^ :bu:
MUNTAZIR SAB MERE ZAWAL KE HAIN
MERE AHBAAB BHI KAMAAL KE HAIN
Shaam
10-29-2012, 07:14 PM
یہ میں یہ کُوئے دار یہ تنہائی دوستو
: ) کیا تم بھی بن گئے ہو تماشائی دوستو
آغازِ شامِ ہجر ہے بیٹھے رہو ابھی
ٹھہرو ذرا کہ موت ہے تنہائی دوستو
beyond_vision
10-30-2012, 06:31 AM
Khuwahisho'n Ka Qafla Bhi Ajeeb Hai Dosto...
Aksar Wahen Say Guzarta Hai Jahan Raasta Nahi Hota...
M A H i
10-30-2012, 07:44 PM
Bazahir hum se bhi rakhte they Dosti lekin,
Hawaoon se bhi charagh'on ke rabtay nikle . . .
beyond_vision
10-31-2012, 07:43 AM
دوستوں کے نام یاد آنے لگے
تلخ و شیریں جام یاد آنے لگے
وقت جوں جوں رائگاں ہوتا گیا
زندگی کو کام یاد آنے لگے
Miss Habib
10-31-2012, 11:46 AM
kaduraton k darmiyaan adaavaton k darmiyaan
tamaam Dost ajnabi hain doston k darmiyaan
beyond_vision
11-01-2012, 08:40 AM
Yaar bhi raah ki deewar samjhtay hein mujhe
Mein samjhta tha mere yaar samjhtay heiN mujhe
M A H i
11-01-2012, 07:15 PM
Aye Dost zara aur qareeb rag-e-jaan ho
Kia janay kahan tak shab-e-hijran ka dhuwan ho
Main aik zamanay se tumhain dhoondh raha hoon
Tum aik zamanay se Khuda janay kahan ho
Main usko tere naam se mansoob karoon ga
Wo phool jisay qurbat-e-shabnam bhi giran ho
Shayad ye meri ankh se girta huwa ansoo
Ehbaab ki bhooli hui manzil ka nishan ho
Noor ul huda
11-01-2012, 07:28 PM
yeh aap logo ko itnay achay achay ashaar kahaa sy ajaatay hain :(
DOST bhi miltay hein mehfil bhi jami rehti hai
Tu nahi hota to her shay mein kami rehti hai !
M A H i
11-01-2012, 07:39 PM
yeh aap logo ko itnay achay achay ashaar kahaa sy ajaatay hain :(
Bohout sari aam si shayari k mutalay k baad kuch qabil-e-ghour perhne ko milta hai tu woh share ker dete hain
: )
Thanks a lot for Appreciation
Bohout sari aam si shayari k mutalay k baad kuch qabil-e-ghour perhne ko milta hai tu woh share ker dete hain
: )
Thanks a lot for Appreciation
Nihaayat khoobsoorat or sucha jawaab ( Y )
Noor ul huda
11-02-2012, 12:11 AM
Bohout sari aam si shayari k mutalay k baad kuch qabil-e-ghour perhne ko milta hai tu woh share ker dete hain
: )
Thanks a lot for Appreciation
Haan, Mutaliyay tak kaafi baat huti hay, I agree. And your sharings are always very attractive and unique.
M A H i
11-03-2012, 06:43 PM
http://img266.imageshack.us/img266/4330/ddddddddddp.jpg (http://imageshack.us/photo/my-images/266/ddddddddddp.jpg/)
Kis qadar maasoom sa lehja tha us ka DOST
Dheeray say jaan keh ker bay-jaan ker diya !
beyond_vision
11-04-2012, 02:00 AM
Kuch aaj shaam hi se hai dil bhi bujha bujha
Kuch shehr kay charagh bhi madham hain dosto
Tum bhi khafa ho log bhi barham hain dosto
Ab ho chala yaqeen kay buray ham hain dosto
M A H i
11-05-2012, 11:53 AM
Very Nice beyond_vision^
Kahan Hai Tu k Tere Intyzaar Mein Aye Dost
Tamaam Raat Sulagtay Hain Dil K Weerane !
DOST hotay jo wo to kya hota
Dushmani per jab itnay piyaaray hein
A ghum-e-DOST teri umer daraaz
Hum nay jannat mein din guzaaray hein !
M A H i
11-05-2012, 02:29 PM
Dushmani per jab itnay piyaaray hein
Bhout Khoob Owi!
Teri Baatein he Sunanay Aye
DOST Bhi Dil Dukhaanay Aye!
Miss Habib
11-08-2012, 10:12 AM
zindagi maiN Dost milte haiN tu mailaa he
aur ager bitcher jaaeN tu jhamaila he
M A H i
11-08-2012, 04:56 PM
Num hian palkain tairi aye mauj-e-hawa raat k saath
Kya tujhy bhi koi yaad aata hai barsaat k saath??
Kabhi tanhai say mahroom na rakha mujh ko
Dost humdard hian kitny mairi zaat k saath!!!
Shaam
11-08-2012, 05:02 PM
اگر اتنی پرانی دوستی تھی
تو پھر کر وار بھی سفاک ہو کر
فراز احساں ہے یاروں کا کہ یہ دل
گریباں بن گیا ہے چاک ہو کر...............!!
beyond_vision
11-09-2012, 07:04 AM
http://i68.photobucket.com/albums/i25/salut_bonjour/196375_10150123353153166_99578_n.jpg
M A H i
11-09-2012, 12:50 PM
Kuch na keh ker bhi bohot kuch keh daytey hain log,
Khamoshi bhi ek tarz-e-guftugu hay Aye Dost'on
M A H i
11-09-2012, 01:16 PM
آج کیا دیکھ کے بھر آئی ہیں تیری آنکھیں
ہم پہ اے دوست یہ ساعت تو ہمیشہ گزری
میری تنہا سفری میرا مقدر تھی فراز
...ورنہ اس شہر ِتمنا سے تو دنیا گزری
Shaam
11-10-2012, 12:11 PM
مضطرب روح ، سینے کی جلن ،
کٹھن رہ زندگی ، آبلا پائی۔۔۔۔۔۔
تنہائی !!!
تیرے علاہ سب دوستوں نے خوب نبھائی.
M A H i
11-10-2012, 12:24 PM
Woh hum kay Ishq main paatay hain Yaktai,
Hamara Dost nahe koi Ghamgazaar nahe.
Shaam
11-10-2012, 12:26 PM
: )
ab dost per koi shair nahi milraha
dost ko "JAANA" kehsaktey hain waisey ?
M A H i
11-10-2012, 12:32 PM
Koi zarorat nahi hai :NoTaLlOw:
M A H i
11-10-2012, 01:06 PM
جو رکےتو کوہ گراں تھے ھم ،جو چلے تو جاں سے گزر گئے
رہ یار ھم نے قدم قدم تجھے یاد گار بنا دیا۔۔۔۔۔
beyond_vision
11-11-2012, 11:21 PM
جسے بھی دوست سمجھا، دشمنِ ایمان و جاں ٹھہرا
نہیں ہے دوستی جس سے، اسی سے دشمنی کم ہے
M A H i
11-13-2012, 07:28 PM
Bhout Kache'y The Teri Dunya K Rishty Aye DOST
Aur Hum Se Aksar Azmaaiysh Ki Bhool Ho Gai
Shaam
11-13-2012, 09:14 PM
دوست بھی ملتے ہیں محفل بھی جمی رہتی ہے
تو نہیں ہوتا تو ہر شے میں کمی رہتی ہے
تم بھی پاگل ہو کہ اُس شخص پہ مرتے ہو فراز
ایک دنیا کی نظر جس پہ جمی رہتی ہے
beyond_vision
11-13-2012, 11:39 PM
مرے احباب کہتے ہیں یہی اک عیب ہے مجھ میں
سرِ دیوار لکھتا ہوں پسِ دیوار کے قصے
M A H i
11-15-2012, 07:44 AM
Bhout Khoob ...
Iss Qadar Asaan Na Hogi Her Kisi Se DOSTI
Ashanaai Mein Tera Miyaar Ban Jaenge Hum
Miss Habib
11-15-2012, 08:41 AM
Na mohabbat na Dosti, mujhe kuch raas nahi
Sab badal jate hain, mere dil mein jagah banane k baad
Miss Habib
11-15-2012, 08:41 AM
Na mohabbat na Dosti, mujhe kuch raas nahi
Sab badal jate hain, mere dil mein jagah banane k baad
M A H i
11-15-2012, 05:59 PM
Aye Dost mit gaya hun fana ho gaya hun main
Is daur-e-Dosti ki dawa ho gaya hun main
Qayam kiya hai maine adam k wajud ko
Dunya samajh rahi hai fana ho gaya hun main
M A H i
11-15-2012, 06:59 PM
يہ محال تو نہيں تھا ميرے دوست دوست رہتے
مگر اے دل ہم سے نہ ہوئ زمانہ سازی
Noor ul huda
11-15-2012, 07:31 PM
https://fbcdn-sphotos-e-a.akamaihd.net/hphotos-ak-prn1/c0.0.403.403/p403x403/156416_433039946757375_1214426146_n.jpg
Hamaray baad sunay ga kon teri her baat ay Dost
Hamaray Jaisa sukhan abh Kahaan Kis may hay
Shaam
11-15-2012, 10:20 PM
میں اب ہر شخص سے اکتا چکا ہوں____
فقط کچھ دوست ہیں ، اور دوست بھی کیا.
Noor ul huda
11-16-2012, 12:40 AM
Juz Tere Koi Bhi Din Raat Na Janay Mere
TU Kahan Hai Magar, Ay Dost Puraanay Mere ?
TU Bhi Khushbu Hai Magar Mera Tajassus Bekaar
Barq-e-Avaara Ki Manind Thikhane Mere
Shama Ki Lau Thi Ke Wo TU Tha Magar Hijr Ki Raat
Dair Tak Rota Raha Koi Sirhaane Mere
Khalq Ki Bekhabri Hai Ke Meri Rusvaai
Loog Mujh Ko Sunate Hain Fasaane Mere
beyond_vision
11-16-2012, 06:37 AM
Umda Intikhaab Noor sis! :)
میں نے یاروں کے بچھڑنے سے یہ سیکھا محسن
اپنے دشمن کو بھی جینے کی دعا دی جائے
Noor ul huda
11-16-2012, 03:28 PM
Umda Intikhaab Noor sis! :)
میں نے یاروں کے بچھڑنے سے یہ سیکھا محسن
اپنے دشمن کو بھی جینے کی دعا دی جائے
Thanks for liking,
Ur's is even more "Umda" :p
beyond_vision
11-17-2012, 01:39 AM
Thanks for liking,
Ur's is even more "Umda" :p
Haha... Zara Nawazi hay bas Aapki warna aapkay wala was "Umda" Indeed :p
Miss Habib
11-17-2012, 08:26 AM
Yaar bhi raah ki deewar samajhte hain mujhe
Main samajhta tha mere yaar samajhte hain mujhe
Main to yun chup hon ke andar se bohat khaali hon
aur sab log pur-israar samajhte hain mujhe
beyond_vision
11-18-2012, 12:49 AM
Wah Miss Habib Joun Elia Ki yeh Poori Ghazal ki bohat zabardast hay! (y)
کیسا زعم ۔۔۔۔۔ کہاں کے تیور ۔۔۔۔۔ کیسی انّا ۔۔۔۔۔ اور کیسی خودی
یارو سچی بات تو یہ ہے ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ کُھو کے اُسے پچھتائے بہت
~wish munda~
11-18-2012, 12:51 AM
okay :(49):
beyond_vision
11-18-2012, 12:58 AM
Lolz allright! :)
~wish munda~
11-18-2012, 01:08 AM
nai woh mujhay samajh nai aya :D
beyond_vision
11-18-2012, 01:14 AM
Haha... Its ok, Koyi baat nahi :)
M A H i
11-18-2012, 03:03 PM
Guys Try to keep on topic please
Yaad aa rahe hein ab tak lekin kahan se laon?
Wo Dost'on ki mehfil wo bazm jaan nisaran
Noor ul huda
11-18-2012, 03:37 PM
Good one M A H i
http://2sugarsplease.files.wordpress.com/2010/01/crying_girl-2072.gif
Ye tang diloo ki duniya hai dosto.zara smbhal ke chalna..
yahan palkon pr baithaya jata hai,nazron se giraaney ke liye.
Adeela
11-18-2012, 03:41 PM
hmmmmmmmmmmm
M A H i
11-19-2012, 11:36 AM
Thanks Noor
Na tabeebon ki talab na dua mangi hai
Maine to teri zulf ki hawa mangi hai
Dushmano uthao haath k jeeyun barso
Mere Doston ne mere marne ki duaa mangi hai...
Hazaroon mushkilen hain Doston se dour rehne mai
magar ek faida hai peeth mai khanjar nahi lagta : )
M A H i
11-20-2012, 12:30 PM
wah!
La'Jawaab!^
Kya layik-e-sitam bhi nahi ab main Dosto!
Pathar bhi ghar mein aaye zamaane guzar gaye
M A H i
11-20-2012, 07:17 PM
ہمیں اے دوستو اب کشتیوں میں رات کرنی ہے
کہ چُھپ جاتے ہیں سب ساحل، چراغِ شام سے پہلے
Pathar bhi ghar mein aaye zamaane guzar gaye
bht shandar ..
hum faqeeroon se Dosti kar lo
gur sikha dainge badshahi k
Noor ul huda
11-20-2012, 10:43 PM
Nice Contribution Mahi and Die Bro..
Mayri her saans say teri Yaadien Wabista rahiengi ay Dost!
Aur shayed Kay Tere Khayaloo may, Mayra naam tak na ho..
~wish munda~
11-20-2012, 11:06 PM
OMG awesome
is qeht e Dosti mai koi mujh se kia miley
khud apne aap ko bhi ma'yassar nahi hon mai
M A H i
11-21-2012, 10:38 AM
Har Kisi Se Jo Hum Ne Wafa Ki
Bas Yehi Zindagi Mein Khata Ki
Chahaton K Hajoom Mein Tanhai
Mujh Ko Doston Ne Hi Atta Ki
M A H i
11-21-2012, 10:51 AM
Yaaden bhi hein, umeed bhi hai, bebasi bhi hai.
Aye Dost kia nahi hai humari nigah mien?
M A H i
11-21-2012, 11:44 AM
نہ طبیبوں کی طلب ھے نہ دوا مانگی ہے
نیند چاہوں تیری زلفوں کی ہوا مانگی ہے
دشمنوں ہاتھ اُٹھاؤ میں جیوں برسوں
دوستوں نے میرے مرنے کی دعا مانگی ہے
Miss Habib
11-21-2012, 01:07 PM
جو سادہ دل ہوں بڑی مشکلوں میں ہوتے ہیں
کہ دوستوں میں ،کبھی دشمنوں میں ہوتے ہیں
M A H i
11-22-2012, 03:37 PM
Aa thak k mere pas kabhi beth to Humdam
Tu khud ko musafir , mujhe deewar samjh le
Noor ul huda
11-22-2012, 06:31 PM
Wah.. Buhut Umda Mahi
Nice entry Miss..
Noor ul huda
11-22-2012, 06:36 PM
Payaam Aaye Hain Os Yaar-e-Bewafa Ke Mujhe
Jisay Qaraar Na Aaya Kaheen Bhula Ke Mujhe
Judaayiaan Hon Tou Aisi Ke Umer Bhar Na Milain
Faraib Do Tou Zara Silsilay Barha Ke Mujhe
Nashay Se Kam Tou Nahi Yaad-e-Yaar Ka Aalam
Ke Le Urra Hai Koi Dosh Per Hawa Ke Mujhe
Mein Khud Ko Bhool Chuka Tha Magar Jahan Waalay
Udaas Chorh Gaye Aaina Dikha Ke Mujhe
Tumhaaray Baam Se Ab Kam Nahi Rifat-e-Daar
Jo Dekhna Ho Tou Dekho Nazar Utha Ke Mujhe
Khinchi Howi Hai Mere Aansooun Mein Ek Tasveer
“Faraz” Dekh Raha Hai Wo Muskura Ke Mujhe
beyond_vision
11-23-2012, 05:44 AM
good Contributions by all! :)
ساری دنیا سے دوستی کر لے
جس کو رہنا ہو عمر بھر تنہا
Miss Habib
11-23-2012, 10:22 AM
Naram lafzon se bhi lag jati hain chotein aksar
Dosti ik bara nazuk sa hunar hoti hai
M A H i
11-24-2012, 05:57 PM
عہدِ وفا یاروں سے نبھائیں نازِ حریفاں ہنس کے اٹھائیں
جب ہمیں ارماں تم سے سوا تھا اب ہیں پشیماں تم سے زیادہ
beyond_vision
11-25-2012, 01:13 AM
تو بھی اوروں کی طرح مجھ سے کنارہ کرلے دوست
ساری دنیا کےلیے برا ھوں، پھر تیرے کس کام کا
M A H i
11-25-2012, 11:34 AM
میرے دوست کی پہچان یہی کافی ہے
وہ ہر شخص کو دانستہ خفا کرتا ہے
beyond_vision
11-26-2012, 03:07 AM
لوگ کب غمگسار ہوتے ہیں
اپنے مطلب کے یار ہوتے ہیں
پیڑ ہوتے تو ہیں بہت لیکن
سب کہاں سایہ دار ہوتے ہیں
RoOZ SoOChTa HouN
11-26-2012, 09:23 AM
haadsaa hai magaar aisa tu alamnaak nahee
yanee ek Dost nai ek dost ko barbaad kiya
M A H i
11-26-2012, 11:37 AM
Nice one beyond_vision
Thanks RoOZ SoOChTa HouN for contributing to this thread.
Keep on posting for more : )
Hataaye thay jo raah say DOSTON ki
Wo patthar meray ghar mein aanay lagay hein !
M A H i
11-26-2012, 07:22 PM
Dushman se barh ke koi ni aadmi ka Dost
Manzoor apne haal ki islaah go agr,
Nimat loon ga ShihaaB main dushmano say
Abhi EHBAAB say uljha hua hoon !
M A H i
11-26-2012, 07:51 PM
Aye Dost mit gayaa hun fanaa ho gayaa hun main
Is Daur-e-Dosti ki dawaa ho gayaa hun main
beyond_vision
11-27-2012, 10:45 PM
ایک ایک کرکے ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ستاروں کی طرح ڈُوب گئے
ہائے کیا لوگ ۔۔۔۔۔۔ میرے حلقہ احباب میں تھے
RoOZ SoOChTa HouN
11-28-2012, 10:49 AM
dekh kar dosti ka haath bharaoo
saaanp hotay hain aastinoun mai
Miss Habib
11-28-2012, 11:32 AM
Mat kar kisi se pyar itna k wo zindagi ban jaye
Dost tu kaise bhool gaya k zindagi kabhi kisi se wafa nahi karti
A DOST aa bhi jaa k main tasdeeq ker sakoon
Sab keh rahay hein aaj fizaa khush-gawaar hai !
beyond_vision
12-01-2012, 06:22 AM
دیکھنا چاہیے اس پار کا منظر یارو
جسم کی آہنی دیوار کو توڑا جاۓ
Miss Habib
12-01-2012, 10:23 AM
doston ki aarzooen bhi mujhse toot ti chali gayi
ek mera khuda hi tha jo mujhse roothha nahi tha
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
12-01-2012, 04:13 PM
Hum kO YaarOn Ne Yaad B Na Rakha ..
John .. YaarOn K Yaar Thay Hum To !
beyond_vision
12-02-2012, 07:34 AM
گلے بہت تھے مگر دوست تیری محفل میں
ستم یہی ہے کوئی وقفۂ سوال نہ تھا
Miss Habib
12-03-2012, 09:58 AM
وہ ہے ہمارا طریقِ الفت کہ دشمنوں سے بھی مل کے چلنا
یہ ایک شیوہ ترا ستمگر کہ دوست سے دوستی نہ کرنا
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
12-03-2012, 09:59 AM
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے
ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری
Kuch DOST haqaais say waaqif hein mager phir bhi
Hayrat hai khaamoshi say suntay hein faqat qissay !
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
12-04-2012, 05:30 PM
Kuch Haal K Andhe Saathi Thay , Kuch Maazi K AYYAR Sajjan ..
Ahbaab Ki Chahat Kia Khaiye , Kuch Yaad Rahi Kuch Bhool Gay !
Miss Habib
12-05-2012, 10:23 AM
Jane kyon meri ankhon mein aa gai ansoo
Kisi ne hath barhya jo Dosti k liye
beyond_vision
12-08-2012, 07:18 AM
Good Contributions by all! :)
سمٹا رہتا ہوں بہت حلقہء احباب میں،مَیں
چار دیواری میں آتے ہی بکھر جاتا ہوں
Noor ul huda
01-18-2013, 12:34 PM
میرے ہم نفس، میرے ہم نوا، مُجھے دوست بن کے دغا نہ دے
میں ہوں درد عشق سے جاں بلب، مُجھے زندگی کی دُعا نہ دے
میرے داغ دل سے ہے روشنی، اسی روشنی سے ہے زندگی
مُجھے ڈر ہے اے میرے چارہ گر، یہ چراغ تو ہی بُجھا نہ دے
مُجھے چھوڑ دے میرے حال پر، تیرا کیا بھروسہ اے چارہ گر
یہ تیری نوازش مُختصر، میرا درد اور بڑھا نہ دے
میرا عزم اتنا بُلند ہے کہ پرائے شعلوں کا ڈر نہیں
مُجھے خوف آتش گُل سے ہے، یہ کہیں چمن کو جلا نہ دے
وہ اُٹھے ہیں لے کہ قُم و سبو، ارے او شکیل کہاں ہے تو
تیرا جام لینے کو بزم میں، کوئی اور ہاتھ بڑھا نہ دے
Miss Habib
01-19-2013, 10:21 AM
یوں دوستی کے نام کو رسوا نہ کیجیے
ترک تعلقات کا چرچا نہ کیجیے
M A H i
06-06-2013, 12:10 PM
میرے دوست کی پہچان یہی کافی ہے
وہ ہر شخص کو دانستہ خفا کرتا ہے
Miss Habib
06-18-2013, 02:58 PM
Kuch Doston ne ye soch kar mujhe chor dia Wasi
Ye ghareeb sa banda hai mohabbat k siwa kia de ga
PRINCE SHAAN
06-19-2013, 05:33 PM
محبت میں سر کو جھکا دینا کوئ مشکل نہیں اے دوست
روشن سورج بھی چاند کی خاطر ڈوب جاتا ہے
M A H i
08-23-2013, 06:04 PM
ہمارے لب نہ سہی وہ دہانِ زخم سہی
وہیں پہنچتی ہے یارو کہیں سے بات چلے
Shaam
08-24-2013, 06:28 PM
منافع ! لوٹ لینےکےہنر کا اک ضمیمہ ھے..
تجارت ! باسلیقہ چور بازاری کوگہتےھیں...
ریاست ! مطلق و مختارلوگوںکا تخلص ھے.
سیاست ! بےادب لوگوںکی بیداری کو کہتےھیں.
بڑی قربانیاںکرکےھوا ھےعلم یہ حاصل !!!
کہ سچی دوستی پختہ اداکاری کوکہتےھیں..
M A H i
09-06-2013, 06:54 PM
Ajeeb halqa-e-Aeh'baab hai muqader mein Mohsin......
Qadam qadam pe mera maan toot jata hai......!
M A H i
09-17-2013, 12:16 PM
دل جو اِک دوست تھا مگر وہ بھی..
چُپ کا پتھّر ہے بولتا ہی نہیں..
Song, yaad ata, yea dosti tere dam se hay :D
M A H i
10-01-2013, 07:39 PM
جاناں ! نہ خیالِ دوستی کر
دے زہر جواَب تو تیز سا دے
Miss Habib
10-04-2013, 11:57 AM
Mujhe ahbab ki lambi qataron se nahi matlab
Agar tum dil se mere ho to bus ik tum hi kafi ho
M A H i
10-11-2013, 07:53 PM
Har Kisi Se Jo Hum Ne Wafa Ki
Bas Yehi Zindagi Mein Khata Ki
Chahaton K Hajoom Mein Tanhai
Mujh Ko Doston Ne Hi Atta Ki
Miss Habib
11-03-2013, 01:54 PM
گلے کچھ دوست آکر مل رہے ہیں
چُھری پر دھار ہوتی جا رہی ہے
beyond_vision
11-14-2013, 06:50 AM
گلے بہت تھے مگر دوست تیری محفل میں
ستم یہی ہے کوئی وقفۂ سوال نہ تھا
PRINCE SHAAN
11-19-2013, 01:21 AM
Kehte hain teri zulaf e pareshan ko zindagi
Aye dost zindagi ki tamanaa buri nahin.....!
M A H i
11-23-2013, 05:28 PM
کہیں تو ختم بھی کر دے سفر اذیت کا
کہیں تو پھینک میرے یار مار کر مجھ کو!!
beyond_vision
11-26-2013, 07:31 AM
آرزو ، ارمان ، چاہت ، مدعا کچھ بھی نہیں
تھا بہت کچھ پاس لیکن اب رہا کچھ بھی نہیں
کیسی کیسی قیمتی چیزوں سے اٹھا حجاب
دوستی ، دلجوئی ، ہمدردی ، وفا کچھ بھی نہیں
M A H i
01-29-2015, 06:06 PM
یوں تو کہنے کو بہت لوگ شناسا میرے
کہاں لے جاؤں تجھے اے دلِ تنہا میرے
وہی محدود سا حلقہ ہے شناسائی کا
یہی احباب مرے ہیں، یہی اعدا میرے
Miss Habib
10-13-2015, 10:15 AM
Badal gaye mere mausam to Yaar ab aye
Ghamon ne chaat liya ghum ghusaar ab aye
Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.