ShArArTi MuNdA
03-04-2009, 08:53 PM
Shabnami rat suhani hey lout aaoo
Aik ghazel tum ko sunani hey lout aaoo
Phir naya khawab dekhna hey sahar hone tak
Phir nai shama jalani hey lout aaoo
Na main barbad howa houn, na abi ruswa hoye tum
Na mukamal yeh Khani hey lout aaoo
Tumse mil ker hi main bichron, koi lazim tu nahi
Phir bhi ek rasam nibhani hey lout aaoo