pakeeza
09-08-2012, 12:52 PM
JAAN jis mein hy usy rizq ALLAH deta hy
WO to pathar mein bhi keery ko ghiza deta hy
DIN ko suraj se zamany ko ziya deta hy
RAAT ko asmaan chand taaron se saja deta hy
GHARAK kar deta hy Firon ka lashkar pal mein
WO Qafil-e-MOOSA ko paar laga deta hy
AAG mein daal diye jate hain aashiq us k
AUR wo aag ko Gul-e-gulzaar bana deta hy
WO azal se hy or abad tak rahega
Usi par emaan ,
Insan ko insan bana deta hy
"SUBHAN ALLAH"