Awara Badal
09-03-2012, 07:59 PM
kese bhula dun main bachpan ki yadain
wo ami ki daant wo dadi ki batain
din bhar matti se ghronde banana
kaghaz ki kashti bana k chalana
humen yaad hai ab tak wo guriya ki shadi
wo tamam saheliyan wo sare barati
wo dulhan k hathon pe mehndi lagana
wo dulhe ka sar pe sehra sajana
g chahata hai ab lot ayen wo din
jahan mil k hum ne guzara tha bachpan
wo ami ki daant wo dadi ki batain
din bhar matti se ghronde banana
kaghaz ki kashti bana k chalana
humen yaad hai ab tak wo guriya ki shadi
wo tamam saheliyan wo sare barati
wo dulhan k hathon pe mehndi lagana
wo dulhe ka sar pe sehra sajana
g chahata hai ab lot ayen wo din
jahan mil k hum ne guzara tha bachpan