NaDaN hAsEEnA
09-02-2012, 09:46 AM
Parwardigar !
Main gunahgar hun. . .
Khatakar hun.. . .
Lekin tere karam ki talbgar hun. .
Teri bhakhish ki umeedwar hun. .
Mjhe mangna nhi ata tjhe dena to ata ha. .
Sihya'kar hun. . . . Magr hoon to teri he bandi. . .
Agr teri rehmat chin gyi to kanhn jaun gi. .
Mana k mai bohat gunahgar hun lekin mere sary gunah
teri rehmat se bary nhi hain. .
Ya ALLah mjh pe rehmat farma mere ghr walo par or tamam yanhn
Tamam membrz par apni khas rehmat farma. .
Sab ki pareshaniya dor kar dy
sab ki mushkilat asan kr dy. . .
Sab ki jo jo b duain hain unhe qabol kr ly. . .
Ya Allah mai ni janti in ki pareshaniya kya hain phr meri dua hai.
In sab ki pareshaniya dur kr dy . . Sab ko dhair sari khushiyan ata
farma. . . .
Meri dua qabol farma (ameen)
Dua mai yad rakhye ga