PDA

View Full Version : kya baat hai,


life
08-29-2012, 01:50 AM
uss ne kaha kya baat hai,
maine kaha baat hai teri,
uss ne kaha kya faida,
maine kaha kismat meri,
uss ne kaha kya karte ho,
maine kaha khamoshi mein batein teri
uss ne kaha pachtaoo gai
,maine kaha marzi meri,
uss ne kaha kya chaiye,
maine kaha sangaat teri,
uss ne kaha thaaq jao gai,
maine kaha himmat
meri..!!!

SABA134
08-29-2012, 05:09 AM
Wah Wah...

life
08-29-2012, 05:39 AM
thanks...

SHAYAN
09-01-2012, 05:49 PM
V Nice ::

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.