(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
08-17-2012, 10:11 PM
na kar mujhpar ye mohabbat ki baarishe jaana,
khaak hogayi hai jalkar saari khwaahishe jaana,
meri maut ko mukammal hone nahi deti hain ye
bas aakar mita jaao in saanso ki saazishe jaana...!