(‘“*JiĢäR*”’)
08-12-2012, 11:48 AM
Aye Mah-e-Ramazan Ahista Chal
Aye Mah-e-Ramazan Ahista Chal,
Abhi Khasa Qarz Chukana Hai,
Kuch Khuwab Hain Jinko Likhna Hai,
Aur Tabeeron Ko Bhi Pana Hai,
Kuch Log Hain Ujrey Dil Waley,
Unn Sab Main Pyar Basana Hai,
Aur Khizaa'n Raseeda Angan Main,
Ub Aman Ke Beej Lagana Hai,
Kuch Tauba Karni Baqi Hai.
Kuch Rab Ko Humein Manana Hai,
Aye Mah-e-Ramazan Ahista Chal,
Abhi Khasa Qarz Chukana Hai,
Aye Mah-e-Ramazan Ahista Chal,
Abhi Khasa Qarz Chukana Hai,
Kuch Khuwab Hain Jinko Likhna Hai,
Aur Tabeeron Ko Bhi Pana Hai,
Kuch Log Hain Ujrey Dil Waley,
Unn Sab Main Pyar Basana Hai,
Aur Khizaa'n Raseeda Angan Main,
Ub Aman Ke Beej Lagana Hai,
Kuch Tauba Karni Baqi Hai.
Kuch Rab Ko Humein Manana Hai,
Aye Mah-e-Ramazan Ahista Chal,
Abhi Khasa Qarz Chukana Hai,