Awara Badal
08-12-2012, 01:57 AM
Gulabon Ki Aas Mn Kante Naseeb Thehre Hain
Tmam Shehr K Mausam Raqeeb Thehre Hain
Nazar K Samne Nhi Tere Siwa Koi
Nigah e Shauq Mn Manzir Ajeeb Thehre Hain
Dukhon Ko Kyun Na Mn Apne Gale Lgaon K
Tamam Zindgi Mere Habib Thehre Hain
Ghum e Hayat Se Kaise Nija'at Mumkin Ho
Shab e Firaq K Lamhe Raqeeb Thehre Hain
Humein To Dekh Kr Unhein Hi Rashk Ata Hai
Wo Khush Naseeb Jo Tere Qareeb Thehre Hain
Hmre Pas To Daulat e Wafa Ki Daulat Hai
Teri Nigah Mn Hum Kyun Ghareeb Thehre Hain
Kisi Ki Zaat Pr Mat Unglyan Uthao Tum
Meri Hayat K Qaatil Tabeeb Thehre Hain