PDA

View Full Version : Emaan


ROSE
08-10-2012, 05:00 PM
Al Quran: Rasool emaan laya us cheez per jo us ke taraf Allah ke janib say utri aur momin bhi emaan laye, ya Sab Allah aur us kay farishton per aur us ke kitabun per aur us ka rasoolun per emaan laye, is kay leye rasoolun main say kisi main hum tafreeq nahi kertay, unhun ne keh dia keh hum nay suna aur ata'at ke, hum bakshish talab kertay hain, aye hamaray Rabb ! aur hamain teri he taraf lotna hai

(Surah Al Baqrah: 285)

ROSE
08-10-2012, 05:00 PM
Al Quran: Agher unhain Allah aur nabi sallahu aleyh wasalam per aur jo nazil kia gaya hai us per emaan hota tu ya kufar say dostia'n na kertay, lekin un main say aksar fasiq hain

(Surah Al-Maida: 81)

ROSE
08-10-2012, 05:01 PM
Al Quran: Musalman hun, yahudi hun, nasrani hun ya sabi hun, Jo koi Allah per aur qayamat kay din per emaan laye aur naik amal keray un k ajer un kay Rabb kay pass hain aur un per na koi khoof hai na udaasi

(Surah Al Baqrah: 62)

life
10-16-2012, 12:36 AM
nice sharing

Cute Anam
10-22-2012, 12:18 AM
JazakALLAH...

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.