Awara Badal
08-08-2012, 08:25 PM
Ye Mast Mast Be-MisaaL Aankhen..
Nashey se her dam NidhaaL Aankhen
Uthen to Hosh-o-Hawas cheenen..
Giren to Karden KamaL Aankhen..
Daraz PaLken' GhazaaL Aankhen..
Musawwari ka KamaL Aankhen..
Sharab Rab ne Haram Kardi..
Magar hen rakhi' HaLaL Aankhen..
Hazaron in se QataL hon gey..
Khuda k Bandey! SambhaaL Aankhen
Nashey se her dam NidhaaL Aankhen
Uthen to Hosh-o-Hawas cheenen..
Giren to Karden KamaL Aankhen..
Daraz PaLken' GhazaaL Aankhen..
Musawwari ka KamaL Aankhen..
Sharab Rab ne Haram Kardi..
Magar hen rakhi' HaLaL Aankhen..
Hazaron in se QataL hon gey..
Khuda k Bandey! SambhaaL Aankhen