Awara Badal
08-07-2012, 07:37 PM
sab se chupa ker dard jo wo muskura dya
uski hansi ne to aaj mujhe rula dya
lehjey se uth raha tha har aik dard ka dhuan
chehra bata raha tha k kuch ganwa dya
awaz me thehrao tha aankhon me nami thi
or keh raha tha main ne sab kch bhula dya
jane kya usko logon se thien shikayatein
tanhayon k desh me khudko basa dya
khud bhi wo humse bichar k adhoora sa ho gaya
mujh ko bhi itne logon me tanha bana dya