m.asghar mirpuri
08-07-2012, 04:32 PM
Mubarak ho momno mah e ramzan ki
aaj khatum hui hai azadi shaitan ki
jitni ho sake ibadat karo dosto
bandgi karte raho rab e do jahan ki
mere paas wo alfaz nahein hein
jin se tareef karoon nabi ki shan ki(saw)
bada bada naseeb hai wo musulmaan
jis ne ramzan mein tilawat na ki quran ki
jo huzoor ko aakhri nabi na maane(saw)
uhs mein bauht badi kami hai imaan ki
aaj khatum hui hai azadi shaitan ki
jitni ho sake ibadat karo dosto
bandgi karte raho rab e do jahan ki
mere paas wo alfaz nahein hein
jin se tareef karoon nabi ki shan ki(saw)
bada bada naseeb hai wo musulmaan
jis ne ramzan mein tilawat na ki quran ki
jo huzoor ko aakhri nabi na maane(saw)
uhs mein bauht badi kami hai imaan ki