Muntazir Nigahain
08-06-2012, 12:36 AM
How To Add Glitter To A Floral Image:The Photoshop Steps
Hope you guys enjoy this tutorial.if you find any difficulties let me know.
step 1:-
sub se pehle aapne floral png lena hai main ne zafi k thread (http://www.meraforum.com/showthread.php?p=1555686#post1555686) se ye wala Floral png (http://s745.photobucket.com/albums/xx92/Lady_Diana_2009/Adobe%20tutorial/Adobe%20floral%20brushes/?action=view¤t=floral-brushes49.png) liya hai aapne isay
photoshop main kholna hai aur isay resize krna hai.
width;250
height;320
step 2:-
File main ja ke new file aur phir 500 x 250 ka Ek canvas lena hai phir edit main ja ke fill krna hai black color se.
http://www.roboimages.com/image/ri69440/step1.jpg
http://www.roboimages.com/image/ri69441/step2.jpg
phir floral png ko canvas pe corner pe set kr k kuch hissay eraser tool ki help se remove karainge.
http://www.roboimages.com/image/ri69442/step3.jpg
Ab Floral layer ki 3 aur layer banaiye copy bhi kr sakte hain.yani kul mila k 4 layers honi chahiye.
screenshot ko dekh kr pareshan na hon aap ko khayal aye ga k floral png ka color aisa tou nhi
aa raha aap ke pas phir mn k pas aisa kiyon show ho raha hai.tou bata deti hoon is ki waja bhi
maine is png ko Color Overlay kiya hai > f9c6a8 phir blending mode: Linear light rakha hai.is tarah sub hi floral png ko color overlay kr k blending mode Linear light hi rakha hai.
http://www.roboimages.com/image/ri69443/step4.jpg
step 3 :-
Pehli layer pe rehte hue Filter > Add Noise> Amount 33% > uniform > monochromatic
http://www.roboimages.com/image/ri69449/noise.jpg
ab yehi step baqi tamam layers par bhi apply krna hai yani repeat krna hai.magar noise ki amount different
rakhna hai pehle 33 tha ab 34%,35%,36%.
step 4:-
Animation ki taraf aatay hain aapne animation frame main 3 aur frame bananay hain kiyon k 1 tou pehle se hi hota.pehle animation frame pe rehte hue frame 2 ki eye ko open rakhna hai baqi k off honge.phir animation frame 2 pe rehte hue Layer 2 copy ki eye open rakhainge aur layer 2 ki eye close hogi.animation frame 3 aur animation frame 4 ko bhi aisa hi krna hai.aap ki confusion ko door krne k liye ye rahe screenshots.........
http://www.roboimages.com/image/ri69444/step5.jpg
http://www.roboimages.com/image/ri69445/step6.jpg
http://www.roboimages.com/image/ri69446/step7.jpg
http://www.roboimages.com/image/ri69447/step8.jpg
Timings bata deti hoon maine sub hi animation frames ko 0.2 pe set kiya hai.
Final result:
http://www.roboimages.com/image/ri69448/final1.gif
second group maine apne nick muntazir nigahin k liye rakha hua tha.text likhna ho tou aap yehi method
apply karainge.bus noise ki amounts different rakhainge yani for text add noise.37,38,39,40.
http://www.roboimages.com/image/ri69450/finalr.gif