ROSE
07-31-2012, 04:59 PM
Aqal ... Sharam ... Mohabbat Vs Gussa ... Ishq ... Nafrat
Aik din aik nami girami hakim sahab k pass "Aqal" aayee.
Hakim sahab ne sawal kiya k tu kaun hai aur kahaan rehti hai ??
toh "Aqal" ne jawab diya k "mein Aqal hoon aur insaan k dimagh mein rehti hoon"
kuch hi deir mein hakim sahab k paas "Sharam" aayee.
Hakim sahab ne phir sawal kiya k tu kaun hai aur kahan rehti hai ?? toh "Sharam" ne jawab diya k "mein sharam hoon aur insaan ki aankh mein rehti hoon"
thori deir baad hakim sahab k pass"Mohabbat" aayee.
Hakim sahab ne us se bhi yehi sawal kiya k tu kaun hai aur kahaan rehti hai ??
toh "Mohabbat " ne jawab diya k "mein mohabbat hoon aur insaan k dil mein rehti hoon "
aglay din hakim sahab k pass "Gussa" aaya.
Hakim sahab ne poocha tu kaun hai aur kahan rehta hai??
toh "Gussa" ne jawab diya k "mein gussa hoon aur insaan k dimagh mein rehta hoon "
tab hakim sahab chonk ker bolay k wahan to "Aqal" rehti hai !!!
toh "Gussa" bola "jab mein aata hoon tab Aqal chalee jaatee hai "
kuch dair baad "Ishq" aaya hakim sahab ne phir sawal kiya k tu kaun hai aur kahan rehta hai ??
toh "Ishq" ne jawab diya k "main ishq hoon aur insaan ki aankh mein rehta hoon
tab hakim sahab bolay k wahan toh "Sharam" rehti hai !!!
toh "Ishq" bola "jab mein aata hoon tab sharam chalee jaatee hai "
kuch deir baad "Nafrat" aaya.

toh "Nafrat" bola "mein Lalach hoon aur insaan k dil main rehta hoon"
hakim sahab ne kaha k wahan toh "Mohabbat" rehti hai ??
toh "Nafrat" ne jawab diya k "jab mein aata hoon tab mohabbat chalee jaatee hai "
WAQAI SOCHNY KI BAAT HAY