Awara Badal
07-29-2012, 08:59 PM
Bikhri bikhri shamon mai
sehmi sehmi raaton mai
tanha tanha lamhon mai
gumsum gumsum baaton mai
kuch guzra zmana yad aya
aaj gosha-e- tanhai mai,
ik shakhs purana yad aya
kaghaz ki tahriron mai
dhundli c tasviron mai
ik chehra anjana yad aya
Ik shks purana yad aya
wo parhna ose kitabon mn
or dhundna ose khwabon mn
ose panay ki is koshish mn
mri nend ka jana yad aya
aaj gosha-e- tanhai main
ik shakhs purana yad aya
sehmi sehmi raaton mai
tanha tanha lamhon mai
gumsum gumsum baaton mai
kuch guzra zmana yad aya
aaj gosha-e- tanhai mai,
ik shakhs purana yad aya
kaghaz ki tahriron mai
dhundli c tasviron mai
ik chehra anjana yad aya
Ik shks purana yad aya
wo parhna ose kitabon mn
or dhundna ose khwabon mn
ose panay ki is koshish mn
mri nend ka jana yad aya
aaj gosha-e- tanhai main
ik shakhs purana yad aya