Awara Badal
07-28-2012, 07:50 PM
kabhi yaad aye to puchna zara apni khalwat-e-shaam se
kisey ishq tha teri zaat se kisey pyaar tha tere naam se
zara yaad ker k wo kon tha jo tujhe kabhi aziz tha
wo jo jee utha tere naam se wo jo jee utha tere naam pe
humain be rukhi ka nahin gila k yehi hai wafaon ka sila
magar aisa jurm tha konsa gaye hum dua-o-salam se
na kabhi visaal ki chah ki na kabhi firaaq me aah ki
k mera tareeq-e-bandagi hai ,juda tareeqa-e-aam se