Miss Habib
07-19-2012, 12:57 PM
Hai koi or itna bareek or mukammal hisab karne wala ?
Allah raat ko din mein se or din ko raat mein se nikalta hai
22 June se 12 Dec tak har roz 80 second k farq se din chota hota hai
Yahan tak k din 10 Hours ka or raat 14 hour ki hoti hai
25 Dec se 25 June tak 45 Sec k hisab se din bara hota rehta hai
Yahan tak k din 14 hours ka or raat 10 hour ki ho jati hai
Shumali or Janoobi qutab mein 6 momth ki raat or 6 month ka din hota hai
Har 21 March aur 23 Dec ko raat din brabar hote hain
Pak hai wo zaat jo har cheez pe Qadir hai
Har cheez mein Parwardigar ki qudrat ko dekho