Humaila
02-26-2009, 01:24 AM
Sach baat ko jhoot k pardoun mein matt chhupao aur agar tumhe sachai ka ilm ho to usay jaan
boojh kar apne tak na rokey rakho....
...
Kaafi martaba aise hota hai k, hum insaan aik baat chupaney k lye.. Jhoot bhool detey hai.. Aour aik jhoot bolney par kahin jhoot bolney partey hai.. Lekin insaan ko hamesha sacchai aour haq par rehna chahie.. Jo such hai ossko kabhi mutt chupao.. Kya yhe sahi nahi hai k hum jhoot bolney k bijay .. sirf AIK SUCH bhool dey.. Jaisa LUQMAN(as) ney aapney bertey ko advice di thi k .. " Bertha hamesha such aour haq par rehna, aour aghar isski wajha se koi pareshani ay to sabr aour namaz se kam lena"..
..
Baqi ALLAH(swt) behtaar jan'ey wala hai ..