SHAYAN
07-09-2012, 01:07 AM
http://foto.pk/images/5563764767.jpg
Payar mujh se jo kiya tumne to kaya paoo Gi
Mere halaat ki andhi mein bikhar Jao Gi
Ranjj aur dard ki basti ka mein bashinda hoon
Ye to bas mein hoon ke is haal mein b zinda hoon
Khawab Q dekhon wo k kal jis pe mien sharminda hoon
Mein jo sharminda hua tum b to sharmao Gi

Q mere sath koi dusra preshan rahe
Meri dunia he jo veraan to veraan rahe
Zindagi ka ye safar tum pe to asaan rahe
Hamsafar mujh ko banao gi to pachatao Gi

Aik mein kaya abhi ayenge dewane kitne
Abhi gunjein ge muhabbat ke tarane kitne
Zindagi tum ko sunay gi fasane kitne
Q samjhti ho mujhe bhool nehi paao Gi

Mere halaat ki andhi mein bikhar Jao Gi ...