PDA

View Full Version : Nahi hon main kisi ka bhi nahi hon..........!


(‘“*JiĢäR*”’)
07-03-2012, 11:05 AM
http://i1151.photobucket.com/albums/o622/JiGarMF/MF/nahihoun.jpg


Nahi Hon Main Kisi Ka Bhi Nahi Hon
Ager Khud Apne Jaisa Bhi Nahi Hon

Kabhi Aise Bhi Din Ate Hain Mujh Par
K Khud Ko Milne Jata Bhi Nahi Hon

Main Logoon Se Bohat Darta Hon Lekin
Ju Rub Hay Uss Se Darta Bhi Nahi Hon

Bohat Hi Dukh Hua Yeh Jaan Ker Aaj
K Main Tu Apne Jaisa Bhi Nahi Hon

Main Apni Hadd Main Rehta Hon Hamesha
Phir Iss Hadd Se Nikalta Bhi Nahi Hon

Bicha Daita Main Khud Ko Unko Khatir
Mager Dukh Hay K Rasta Bhi Nahi Hon

Jahan Paishaani Pe Koi Harf Aye
Main Aise Dar Pe Jhukta Bhi Nahi Hon

Dost Main Kya Hon K Her Rooz Khud Se
Ju Kehta Hon Woh Kerta Bhi Nahi Hon


Previous (http://www.meraforum.com/showthread.php?p=1518071#post1518071)

DeV!L
07-03-2012, 11:09 AM
Hi Will you please explane me what is the meaning of this lines ?

Main Logoon Se Bohat Darta Hon Lekin
Ju Rub Hay Uss Se Darta Bhi Nahi Hon

best regards ...

(‘“*JiĢäR*”’)
07-04-2012, 10:16 AM
Hi Will you please explane me what is the meaning of this lines ?

Main Logoon Se Bohat Darta Hon Lekin
Ju Rub Hay Uss Se Darta Bhi Nahi Hon

best regards ...

Dear Devil

is ghazal mein shaiyr apne ap sy khud klam hain hai ka man kya hoon

aur jo ap ne shair ka pocha us mein

poet us waqt sochta hai k ma kabhi kabhi logon sy dar jata hoon.... jasay normally insan aj kal kisi sy kuch wjohat ki bina par dab jata hain yani keh saktay hain galat sun k thak na keh sakna... etc

but khuda sy nahi darta sab gunah krta hai lekin ye bhi pata hai k khuda dekh raha hai pir bhi gunah krta ... han khuda sy nahi darta agar darta to biklul neak banda hota ..... :duas:

SABA134
07-04-2012, 12:02 PM
Zaberdast....

(‘“*JiĢäR*”’)
07-05-2012, 10:44 AM
thanks

life
08-16-2012, 04:49 AM
nice.....

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.