SHAYAN
07-03-2012, 03:44 AM
Wo ik masoom si chahat
Wo ik benaam si ulfat
Wo meri zaat ka hissa
Wo meri zeest ka qissa
Mujhe mehsoos hota hai
Wo mere pas hai ab bhi
Wo jab jab yad ata hai
Nigahon me samata hai
Zuban khamosh hoti hai
Magar ye ankh roti hai
Mein khud se puch leta hun
Usay kya pyar hai mjh se
Jawaban soch leta hun
Usay bhi pyar hai “SHAYAD”
Isi “SHAYAD” se wabsta hai
Ub to her khushi meri
Yahi ek lafz “SHAYAD”
Ban gya hai zindagi meri.
Wo ik benaam si ulfat
Wo meri zaat ka hissa
Wo meri zeest ka qissa
Mujhe mehsoos hota hai
Wo mere pas hai ab bhi
Wo jab jab yad ata hai
Nigahon me samata hai
Zuban khamosh hoti hai
Magar ye ankh roti hai
Mein khud se puch leta hun
Usay kya pyar hai mjh se
Jawaban soch leta hun
Usay bhi pyar hai “SHAYAD”
Isi “SHAYAD” se wabsta hai
Ub to her khushi meri
Yahi ek lafz “SHAYAD”
Ban gya hai zindagi meri.