MASOOM GIRL
06-19-2012, 07:20 PM
Wo jazboon ki tijarat thi, yeah dil kuch aur samjha tha
use Hansnay ki adat thi, yeah dil kuch aur samjha tha,
mujhe us ne kaha Aaoo nayi duniya basatay hain
use sojhi sharat thi, yeah dil kuch aur samjha,
Hamesha uski ankhoon main dhanak se rang hotay thay
yeah uski Aam halat thi, yeah dil kuch aur samjha tha,
Wo mere pass betha dare tuk ghazalien meri sunta
use khud se muhabbat thi, yeah dil kuch aur samjha tha,
mere kandhoon pe sir rukh ker kahien pe kho gaya tha Wo
yeah ik waqti inyat thi, yeah dil kuch aur samjha tha,
Mujhe wo dekh ker Aksar nighahien phair leta tha
yeah dur parda hiqarat thi, yeah dil kuch aur samjha tha......!!!