Log in

View Full Version : Masooon Si KhawaHish

Stollen Heart
06-05-2012, 07:31 PM
Aslam o Alaikum

Insaan bohat se khawahshen rakhta hey in men se kuch imposibles hoti hen ur kuch itti masoom hoti hen keh un ko pora kerne ko ji chahta hey,

Aaj eik aisi hi masoom ki khawahis me se kisi ne ki keh us ko vote de don, Per me ki 500 posts nhi thi, is liye me vote nhi daal skta tha, Per us ki khawahish men kuch aisi masoomiyet thi keh me ne thaka thak game section men jaa ke aankhen bund ker ke kuch bongies maari ur 500 posts pori ker ke us ko vote de diya,

Kiya aap ko bhi kabhi ittefaq howa keh kisi ki masoom se khawahish pori kerne ka.

Nazuk Ladki
06-05-2012, 09:20 PM
وعليكم السلام
&
aww Thats Cute.
& i cant think of any massoom si khwahish
But nice thread. i will come back if i remember any.
Thank you for sharing Stollen Heart.
take care.

Stollen Heart
06-05-2012, 09:56 PM
وعليكم السلام
&
aww Thats Cute.
& i cant think of any massoom si khwahish
But nice thread. i will come back if i remember any.
Thank you for sharing Stollen Heart.
take care.

Haan u ko ager yaad aay to zaror aana, bachon jaisi wish ke sath, :trampoline4hl:

Mf Great Power
06-06-2012, 11:14 AM
Aslam o Alaikum

Insaan bohat se khawahshen rakhta hey in men se kuch imposibles hoti hen ur kuch itti masoom hoti hen keh un ko pora kerne ko ji chahta hey,

Aaj eik aisi hi masoom ki khawahis me se kisi ne ki keh us ko vote de don, Per me ki 500 posts nhi thi, is liye me vote nhi daal skta tha, Per us ki khawahish men kuch aisi masoomiyet thi keh me ne thaka thak game section men jaa ke aankhen bund ker ke kuch bongies maari ur 500 posts pori ker ke us ko vote de diya,

Kiya aap ko bhi kabhi ittefaq howa keh kisi ki masoom se khawahish pori kerne ka.

Realy ma ko nahi pata ta
Ok thanks Again alot

DeV!L
06-06-2012, 08:49 PM
Allah ka bohat karam hai always maine yeh he manga hai ke hum kesi ke kaam aye, hum ko denay wala bana ,jaha taak mujay lagta hai abee taak tou mai apnu ki he wish's chuti mutii pori karta aya ho,lakin im very happy ke yeh dua qabool hogyi ke Allah nai denay waloo mai se chuna hai mujay thanks for sharing such a sweet feelings thread

Zafina
06-06-2012, 09:28 PM
Aisi masoom khwahishat sai mera inbox bhara huwa hay :D sorry to say lakin un mein say buhat kam ki yeh khwahish me nai pori ki hay..Akser meray chotay bhai buhat masoomiat sai computer mangty hay tu un ki yeh khwahish puri ker laiti hun :)

!~*SOoLi
06-06-2012, 10:16 PM
By God Ye Sachi Baat Hay 0 Percent Jhoot Hay Is Main..

Mein Aik Baar Road Par Chalta Jaraha Tha To Aik Bacha Mujhay Mila Aur Bohat Bayqaraari Say Kehta, " Bhai Mujhay Poty Aayi Mujhe Uthaa Lo Aur Bhaag K Ghar Chor Do " Main Usay Utha K Uskay Ghar Ki Taraf Daurna Shuru Kardiya Aur Ghar K Darwazay Par Utara lol.. Aur Kamar Pay Thapki Di Jao Bhago Jaldi :laugh:
Mujhe Ye Baat Ajtak Nai Bhoolti lol..

Stollen Heart
06-06-2012, 11:24 PM

Hahahahaha, Yeh masoom si khawahish nhi thi per masoom si probleml thi, Waise u lucky ho kionkeh bache her eik se sawal nhi kerte, ur jis se wo sawal kerte hen wo bohat lucky hota hey,

!~*SOoLi
06-06-2012, 11:26 PM
Hahahahaha, Yeh masoom si khawahish nhi thi per masoom si probleml thi, Waise u lucky ho kionkeh bache her eik se sawal nhi kerte, ur jis se wo sawal kerte hen wo bohat lucky hota hey,

Ye Problem Masoom Hoti Hay??? :noclue:

AFghani_Laila
06-06-2012, 11:29 PM
By God Ye Sachi Baat Hay 0 Percent Jhoot Hay Is Main..

Mein Aik Baar Road Par Chalta Jaraha Tha To Aik Bacha Mujhay Mila Aur Bohat Bayqaraari Say Kehta, " Bhai Mujhay Poty Aayi Mujhe Uthaa Lo Aur Bhaag K Ghar Chor Do " Main Usay Utha K Uskay Ghar Ki Taraf Daurna Shuru Kardiya Aur Ghar K Darwazay Par Utara lol.. Aur Kamar Pay Thapki Di Jao Bhago Jaldi :laugh:
Mujhe Ye Baat Ajtak Nai Bhoolti lol..

HAhahahahhahahahahahaahahahhahahaah SO SWeeetttttttttt Lolzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz

!~*SOoLi
06-06-2012, 11:30 PM
Hehehehehe..

Stollen Heart
06-06-2012, 11:30 PM
Aisi masoom khwahishat sai mera inbox bhara huwa hay :D sorry to say lakin un mein say buhat kam ki yeh khwahish me nai pori ki hay..Akser meray chotay bhai buhat masoomiat sai computer mangty hay tu un ki yeh khwahish puri ker laiti hun :)

Hahahahahaha, Baat andaz ki hoti hey, hum Ice cream kha rhe hon ur sath koi bacha khara hum ko dekh rha ho to us ke dekhne ke andaz se itta peyar aata hey keh ice cream use dene ko jee chahta hey, Mager wohi ice cream ager koi hatta katta faqeer hum se maang le to hum ko gussa aata hey,

So baat hey lehje ki andaz ki, Chote bachon ko comp nah de ke dekho to wo u ki koi ur chiz utha ke bhaag jaeinge, Acha lagta hey masoom si wishes ko pora kerna,

Stollen Heart
06-06-2012, 11:34 PM
Allah ka bohat karam hai always maine yeh he manga hai ke hum kesi ke kaam aye, hum ko denay wala bana ,jaha taak mujay lagta hai abee taak tou mai apnu ki he wish's chuti mutii pori karta aya ho,lakin im very happy ke yeh dua qabool hogyi ke Allah nai denay waloo mai se chuna hai mujay thanks for sharing such a sweet feelings thread

Hana yehi zindagi hey, ur maza tub aata hey jub hum ko kisi chiz ki zarorat ho mager hum wohi chiz kisi dosre ko de den ur us ko ehsaas bhi nah hone den keh us se zeyada hum ko zarorart thi,

Kisi ko is qadar chaho keh pojne ki had tak mager
Khaber usey nah ho keh chah rha hey koi

Stollen Heart
06-06-2012, 11:37 PM
Ye Problem Masoom Hoti Hay??? :noclue:

Haan per her eik ki masoom nhi hoti, kai bache doctor ke haath men injection dekh ke yehi bahana kerte hen, :hatoff:

Stollen Heart
06-06-2012, 11:40 PM
Realy ma ko nahi pata ta
Ok thanks Again alot

U to apni choonch bund hi rakho ji, :shoaby:

~wish munda~
06-07-2012, 12:15 AM
meri tu her khawahish hi masoom hai :pp:

AFghani_Laila
06-07-2012, 12:17 AM
meri tu her khawahish hi masoom hai :pp:

HAan Haan Uff UFf Mai Gir NA Jaon Kursi Se :p

~wish munda~
06-07-2012, 12:22 AM
nai nai girna nai bila waja hath ya bazoo tote jay ga :p

Stollen Heart
06-07-2012, 12:24 AM
meri tu her khawahish hi masoom hai :pp:

Acha to u khelne ko chaand maangte ho kia? :tooth:

Stollen Heart
06-07-2012, 12:26 AM
HAan Haan Uff UFf Mai Gir NA Jaon Kursi Se :p

Oho kusri se nhi kionkeh chot lag jaati hey, Mobile se gir jao, Laptop se gir jao, Mouse se gir jao, :laughat:

AFghani_Laila
06-07-2012, 12:30 AM
Oho kusri se nhi kionkeh chot lag jaati hey, Mobile se gir jao, Laptop se gir jao, Mouse se gir jao, :laughat:

Hahaa Lolz Acha Jee :p

Stollen Heart
06-07-2012, 12:35 AM
Hahaa Lolz Acha Jee :p

Haan na, nea zamana hey, nea andaz hona chaiye, U to 70s ki movie pe hi ruki hoi ho, :current:

AFghani_Laila
06-07-2012, 12:38 AM
Haan na, nea zamana hey, nea andaz hona chaiye, U to 70s ki movie pe hi ruki hoi ho, :current:

Lolz zHAna Na APp NE Mera Profil Mai Age Nahi Dek :p

Stollen Heart
06-07-2012, 12:52 AM
Lolz zHAna Na APp NE Mera Profil Mai Age Nahi Dek :p

Nhi me ne to nhi dekhi abhi tak u ki age, waise kitti purani ho? :partytime:

AFghani_Laila
06-07-2012, 12:58 AM
Nhi me ne to nhi dekhi abhi tak u ki age, waise kitti purani ho? :partytime:

Lolz App Dekhye Pata Chal Jayega :p

Stollen Heart
06-07-2012, 01:00 AM
Lolz App Dekhye Pata Chal Jayega :p

Ok me dekh ke aata hon, u yaheen khari rehna, bhagna nhi yahan se. :swing:

Mf Great Power
06-07-2012, 11:36 AM
By God Ye Sachi Baat Hay 0 Percent Jhoot Hay Is Main..

Mein Aik Baar Road Par Chalta Jaraha Tha To Aik Bacha Mujhay Mila Aur Bohat Bayqaraari Say Kehta, " Bhai Mujhay Poty Aayi Mujhe Uthaa Lo Aur Bhaag K Ghar Chor Do " Main Usay Utha K Uskay Ghar Ki Taraf Daurna Shuru Kardiya Aur Ghar K Darwazay Par Utara lol.. Aur Kamar Pay Thapki Di Jao Bhago Jaldi :laugh:
Mujhe Ye Baat Ajtak Nai Bhoolti lol..

:D :D :D haaaaaaaaaaa brother realy mein mojhe belive nahi oh raha Ap usey Ghar hi chor kar aye ta Ya Pher?????????????????????

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.