life2
02-22-2009, 10:10 PM
Apne Aamal Ko Is Tarhan Badalna Hoga,
Khof Dil Main Na Rahe Koee Jab Marna Hoga,
Hamne Kandho Per Betha Rakhe Hain Katib Apne,
Unke Ahsaas Se Hum Sab Ko Sudharna Hoga..!!
Jab main chahta hun k KHUDa sy bat karun..To main Nimaz Parhta hun..aur Jab main Chahta Hun k Khuda Mujh sy Bat karay TO me Quran Parhta hun...
Ebadat Aisi Karo Jis Say Tumhari Rooh Ko Maza Ay..Q K JO EbadaT Duniya main Maza Na Day..WO Akharat Main Kya Jaza Day gi,,(
Kisi Ki Mun Per TareeF Karna... Usay QataL kar Denay k MutradiF hay,,,(
Koshish Karo K Tum Dunia main Raho..Dunia Tum main na rahay
kiun K Kashti Jb Tak Pani main Rehti hay KhOb Terti hay..
Jab Pani Kashti main Aw jata hay tO Wo DOb jati hay,,
jiS tarah Shabnam k qatray murjhay Huay PhOl ko TazGi Bakhshtay hain... Usi tarah Achay ALfaz MayOos DiLon ko Roshni Bakhshtay hain
5 chezun ki 5 jagah pr Khifazt Karna
1.meHfiL main Zuban ki
2.Bazar main Ankh ki
3.nimaZ main DiL ki
4.Dastarkhwn pay pait ki
5.nigah main Haya ki
Insan ki tamam PAreshaniyan 2 wajohat ki wajah sy hain
1.Taqdeer sy ziada Chahta hay
2.waqt sy Pahlay Chahta hay