SABA134
05-29-2012, 05:14 PM
Aayee na uski kabhi koi jo khabar
Dil gaya hai mar, ye soch sochkar
Kya khub the wo lamhen ulfat ke
Mousam bhi haseen lagte the,
Yaad aate hain wo pal reh rehkar
Gham ka hai ye alam kya kahen kisise
Zahkme dil bhi to dikha nahin sakte
Tanha hi rote hain aksar chup chupkar,
Jabtak tha sab kuch tha mera apna
Uski inayat ne yeh haal kardiya
Legaya wo sab kuch mera lut lutkar,
Jaana hai kahin aur chalte hain kahin
Lagta hai thokar mujhe har mod pe
Kitna sambhalein khudko ab gir girkar,
Intezaar mein uski rah tak te hain
Barkaraar hai meri abhitak ummidein
Isitarah jeete hain hum mar marker,
Hota hai dard dil ko aajkal kam
Milti hai rahat amin sharaab se
Bhulane lage hain usko pi pikar,
Aayee na uski kabhi koi jo khabar
Dil gaya hai mar, ye soch sochkar...!!!!
Dil gaya hai mar, ye soch sochkar
Kya khub the wo lamhen ulfat ke
Mousam bhi haseen lagte the,
Yaad aate hain wo pal reh rehkar
Gham ka hai ye alam kya kahen kisise
Zahkme dil bhi to dikha nahin sakte
Tanha hi rote hain aksar chup chupkar,
Jabtak tha sab kuch tha mera apna
Uski inayat ne yeh haal kardiya
Legaya wo sab kuch mera lut lutkar,
Jaana hai kahin aur chalte hain kahin
Lagta hai thokar mujhe har mod pe
Kitna sambhalein khudko ab gir girkar,
Intezaar mein uski rah tak te hain
Barkaraar hai meri abhitak ummidein
Isitarah jeete hain hum mar marker,
Hota hai dard dil ko aajkal kam
Milti hai rahat amin sharaab se
Bhulane lage hain usko pi pikar,
Aayee na uski kabhi koi jo khabar
Dil gaya hai mar, ye soch sochkar...!!!!