SABA134
05-29-2012, 04:41 PM
Nabi ke qual se hat te hi zindagi kya hai
ItaaAt unki na karne me bebasi kya hai
Bhalai karne wala hi sabhi se behtar hai
Kisi ke dil ko dukhaaye wo ummati kyai
Nabi ne qaidiyon tak se dilaya ilm humko
Padha saka jo na bacche wo aadmi kya hai
Kisi ke qatl se badkar hai fitna failaana
Jo phoot logo me daale wo molvi kya hai
Nabi ne ye bhi kaha hai zakaat dete raho
Zakaat khud hi jo kha jaaye wo gani kya hai
Hai hissa betiyona ka baap ki viraasat me
Jo hissa behno ka khaaye wo bhai hi kya hai
Kisi ko dekho to pehle salaam kar lena
Salaam auro se chahe wo sunnati kya hai
Nabi ne bhai bataya hai momino humko
ladai momino se ho to kaafiri kya hai
Abaap kita hi dunya se ishq karte rahe
Nabi se ishq nahi hai wo aashiqi kya hai...!!