(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
05-26-2012, 04:25 AM
Apan hissa shumar karta tha
Mujhse itna woh pyar kerta tha
Woh banata tha meri tasveerain
Unse bataen hazaar karta tha
Mera dukh bhi khuloos-e-niyat se
Apna dukh he shumar karta tha
Sach samajhta tha jhoot bhi mera
Yun mera aitbaar karta tha
Pehle rakhta tha phool rastay mein
Phir mera intezaar karta tha
Aaj pehlu mein woh nahi
Jo mujh pe jaan nisaar karta tha
Mujhse itna woh pyar kerta tha
Woh banata tha meri tasveerain
Unse bataen hazaar karta tha
Mera dukh bhi khuloos-e-niyat se
Apna dukh he shumar karta tha
Sach samajhta tha jhoot bhi mera
Yun mera aitbaar karta tha
Pehle rakhta tha phool rastay mein
Phir mera intezaar karta tha
Aaj pehlu mein woh nahi
Jo mujh pe jaan nisaar karta tha