Miss Habib
05-19-2012, 11:00 AM
Rah-e-Khayal mein khud ko khubar karta raha
Koi kisi ka yunhi intizar karta raha
Mujhe khabar thi k duniya mein kaise rehna hai
So apne gird "Dua" ko hisaar karta raha
Wo mujhse kehta raha, uss k jee mein jo ayi
Aur uss k kehne ka main intizar karta raha
Bus aik baat jisse kehte sari umar lag gai
Bus aik kaam jisse bar bar karta raha