PDA

View Full Version : Mohabbat Rog Hoti Hai


(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
05-08-2012, 09:42 AM
Mohabbat Rog Hoti Hai
Kaha Bhi Tha
Rula Kar Khud Bhi Roti Hai
Kaha Bhi Tha
Kinaray Ke Kareeb Le Ja Kar
Ye Kashti Ko Duboti Hai
Kaha Bhi Tha
Isay Tum Dil Ki Dharti Ka
Pata Mat Do
Ye Is Main Dard Boti Hai
Kaha Bhi Tha
Mohabbat Main Khushi Ke
Baad Gham Ki Rutt
Bahut Nazdeek Hoti Hai
Kaha Bhi Tha
Luta Kar Dil Ko
Ronay Se Bhi Kya Haasil
Bahut Nayaab Moti Hai
Kaha Bhi Tha
Shuro Se Iski Fitrat Hai Zamanay Ko
Jaga Kar Khud Ye Soti Hai
Kaha Bhi Tha
Ye Sar Se Paaon Tak
Bas Raakh Kar Degi
Bahut Bedard Hoti Hai
Kaha Bhi Tha...!!!

(‘“*JiĢäR*”’)
05-08-2012, 10:14 AM
Nice..

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
05-08-2012, 01:47 PM
thanks

SHAYAN
05-09-2012, 02:01 AM
Aww

Nice ...

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
05-15-2012, 06:49 PM
thanks:;angel:

MASOOM GIRL
05-15-2012, 07:57 PM
Nice...

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
06-04-2012, 09:10 AM
thanks

mcitp-it
06-04-2012, 10:50 AM
nice.......

Mf Great Power
06-04-2012, 11:54 AM
gr8 siso

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
06-06-2012, 08:53 AM
thanks

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.