SABA134
05-03-2012, 02:37 PM
Hansata tha wo muj ko kabhi rula bhi deta tha..
Kar k wade aksar bhula bhi deta tha..
Bewafa tha magar acha lagta tha mujy..
Kabhi kabhi batain pyar ki suna bhi deta tha..
Tham leta tha hath kabhi yun hi khud se..
Kabhi hath apna meray hath se chura bhi leta tha..
Kabhi be waqt chaly ata tha milne ko..
Kabhi qimati paal muhabbat k gawa bhi deta tha..
Ajab dhoup chaon sa mizaj tha uska..
MUHABBAT bhi karta tha nazron se gira bhi deta tha..?