SABA134
05-03-2012, 02:18 PM
Har sans MUHABBAT pe fida karta rahun ga..
Saail hun teray dar pe sada karta rahun ga..
Yeh dard yeh ansu meri qismat ki Aata he..
Han teray liye dil se dua karta rahun ga..
Tazeer lagao mujy sooli pe charha do..
Mujrim hun magar jurm_e_wafa karta rahun ga..
Tasleem kare ya na kare yeh uski raza he..
Mai farz muhabbat ka ada karta rahun ga..
Mai farishta tu nahi ussy khabar he..
Adam hun bagawat ki khata karta rahun ga..