Miss Habib
04-27-2012, 11:54 AM
Dard phail jaye to
aik waqt aata hai....
dil dharakta rehta hai...
Arzuu gazeedOn kay hoslay naheen chaltay...
dasht-e-bay-yakeeni main aasray naheen chaltay
rah-ruOn ki aankhOn main
mazilain na jab tak hOn , qaafilay naheen chaltay..
Mujeh Acha Nahi lugta ...
qaafiley n ahi chulta ...
ik zara tawajO say dekhiyay to khulta hai...
log in per chaltey hain , raastay nahen chaltay
Sochnay samajhnay say , saath saath chalnay say...
dooriyaan simat-ti hain , faaslay naheen chaltay ...
Khuwab Khuwab AankhOn main Ratjugay naheeen chaltay
darguzar kay halqay main Mas'allay naheen chaltay
Do DiLon ki kurbat main teesra naheen hOta...
Waastay naheen chaltay !!
Bakht saath chalta hai taalay azmaaOn kay...
Waqt raam kernay main tajziyOn kay daO kya !
tajurbay nahen chaltay
ishq ke ilaaqay main hukm-e-yaar chalta hai
zaabtay nahen chaltay