Dil Wale
02-20-2009, 01:37 PM
Ae moj-e-hawa ab to hi bata
Wo dost hamara kaisa hay
Jo bhol gaya humko kab se
Wo janse pyara kaisa hy
Kia us k jewan lamhon mein
Koi lamha mera baqi hy
Kia us ki jagti ankhon mein
Meri yad se pehle udasi hy
Kia wo b meri tarha yunhi
Shab bhar jaga karta hay
Kia wo b saat-e-rehmat mein
Hmein Rab se manga karta hy
Agar aisa nahi to tuhi bata
Hum yad usay kyun karte hain
Wo hum se bichar kar khush hai agar
To hum pal pal kyun martay hain.
Wo dost hamara kaisa hay
Jo bhol gaya humko kab se
Wo janse pyara kaisa hy
Kia us k jewan lamhon mein
Koi lamha mera baqi hy
Kia us ki jagti ankhon mein
Meri yad se pehle udasi hy
Kia wo b meri tarha yunhi
Shab bhar jaga karta hay
Kia wo b saat-e-rehmat mein
Hmein Rab se manga karta hy
Agar aisa nahi to tuhi bata
Hum yad usay kyun karte hain
Wo hum se bichar kar khush hai agar
To hum pal pal kyun martay hain.