Log in

View Full Version : Magar insaan ( Ajeeb Makhluq hai ki) jab uska parwardigar usko Aazmata hai


ROSE
04-21-2012, 06:44 PM
Magar insaan ( Ajeeb Makhluq hai ki) jab uska parwardigar usko Aazmata hai to usey Ezzat deta aur Naimat bakshta hai to kahta hai ki
Mere RAB ne mujhe Ezzat bakhshi aur Jab ( dusri tarah) Aazmata hai ki us par rozi tang kar deta hai to kahta hai ki Mere RAB ne mujhe Zaleel kiya,
Nahi balki tum log Yateem ki khatir nahi kartey aur na Miskeen ko khana khilaney ki targheeb detey ho aur Meeras ke maal samet kar kha jatey ho
aur Maal ko bahut hi Azeez rakhtey ho
Al Quran,Surah Fajr, Chapter 89,Verse 15-20

PRINCE SHAAN
05-05-2012, 05:39 PM
http://urdustar.com/home/attachments/honey/97498d1266722962-~~-wa-tuhizu-man-tasha-calligraphic-design-~~-2461485zs1d323f4v.gif

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.