Dil Wale
02-20-2009, 01:14 PM
Masoom mohabat ka bas itna fasana hai..
Kagaz ki haveli hai barish ka zamana hai..
Kya shart e mohabat hai kya shart e zamana hai..
Awaz bhi zakhmi hai or geet bhi gana hai..
Us paar utarnay ki umeed buhat kam hai..
Kashti bhi purani hai tofan ko b ana hai
Samjhe ya na samjhe wo andaz mohabat k
ek shakhs ko ankhon se ek shair sunana hai
Bholi si ada koi phir ishq ki zid par hai
Phir aag ka dariya hai aur dub k jana Hai.