Miss Habib
04-19-2012, 11:15 AM
Nigahein raste dekhain “tumhara” laut ayo naa
Tumhare bin nahi guzara laut ayo naa
Bichar k yar “tujh” se zindagi pal pal tarapti hai
K tum bin ab nahi “jeena” gawarah laut ayo naa
Mujhe darr hai k tanhayion mein toot jaoon naa
Hai bus teri mohabbat ka sahara laut ayo naa
Tum hi to zindagi ho, pyar ho, dunya hamari ho
Siwa ter nahi koi hamara laut ayo naa
Meri taqdeer to hai bus tumhare sath wabasta
Kahin bujh jaye na zindagi ka taara laut ayo na