Miss Habib
04-18-2012, 11:43 AM
Usse ye bat samjhao tumhein koi yaad karta hai
Kabhi to milne aa jao tumhein koi yad karta hai
Hamare shehar se jab tum gai the, hum ne na roka
Hamare dil se mat jao, tumhein koi yaad karta hai
Tumhare naam ki har shay wahin mojood hai lekin
Kabhi khud bhi chale ayo, tumhein koi yaad karta hai
Wafa do gai, wafa doon gi, jafa do gai, jafa doon gi
Wo batein phir se dohrao, tumhein koi yaad karta hai