M A H i
04-15-2012, 03:30 PM
http://img853.imageshack.us/img853/9167/pinkautmn.jpg (http://imageshack.us/photo/my-images/853/pinkautmn.jpg/)
Yeh kya sitm zarifi-e-fitrat hai aaj kal
bega'ngi shareek-e-mohabbat hai aaj kal
Ghum hain k ik talkh haqeeqat hai aaj kal
dil hai k sogwar mohabbat hai aaj kal
Tanahi-e-firaaq se ghabra rahi hoon main
mere liye sukoon bhi qayamat hai aaj kal
Har saans tarjuman-e-ghum-e- dil hai in dino
har aah pardadar-e-hiqayat hai aaj kal
Meri waafa hi mere liye qehr ban gai
apni jafa pe Un ko nadamat hai aaj kal
Phir chahti hoon ik aalm tazatar '' ......''
phir dil ko justaju-e-mussarat hai aaj kal