iqra
04-03-2012, 08:23 PM
Be-khuaab zindagi ka paristaar kon tha
Itni Udaas raat mai baidaar kon tha
kis ko ye fikr thi kay muhabbat mai kia hua
Hum is pr larr rahy thy wafadaar kon tha
100 kashtiyaan jalaa k chaly sahilon sy hum
Ab tum ko kia btaen kay uss paar kon tha
Ye faisla to waqt bhi shayad na kar saky
Such kon bolta tha Adaa kaar kon tha
Arsa guzar gya hai yehi sochtay huay...
Pepsi 65 ki karny wala dukandar kon tha
.
.
.
Itne ghor say parhny ka Shukria:D