Miss Habib
03-31-2012, 11:49 AM
Bahar rut mein ujar raste taka karo gai to ro paro gai
Kisi se milne ko jab bhi Mohsin saja karo gai to ro paro gai
Tumhare wadon ne yaar mujh ko tabah kia hai kuch iss tarah
K zindagi mein jo phir kisi se dagha karo gai to ro paro gai
Main janta hoon meri mohabbat ujaar de gi tumhein bhi aise
K chand raton mein jab kisi se mila karo gai to ro paro gai
Brasti barish mein yaad rakhna tumhein satayein gi meri ankhein
Kisi Wali k Mazar per jab dua karo gai to ro paro gai