Miss Habib
03-26-2012, 12:10 PM
Allah ko kin kin logo se mohabbat hai
Ayo Quran dekhte hain
1. Aur Allah sabar karne walon se mohabbat karta hai (Al Imran-146)
2. Beshak Alla Ta’ala insaaf karne walo se mohabbat karta hai. (Al Mumtahin-8)
3. Beshak Allah Ta’ala unse mohabbat karta hai jo us per bharosa karte hain (Al Imran-159)
4. Beshak Allah Ta’ala unse mohabbat karta hai jo bohat tauba karte hain (Al Baqrah-222)
5. Aur Allah Ta’ala paak rehne walon se mohabbat karta hai (Tauba-108)