Owi
03-22-2012, 05:12 PM
-:||:- Paani -:||:-
Shareek-e-gerdish-e-haft aasmaan na tha paani
Hamaari piyaas pay kiun meherbaan na tha paani ?
Ye or baat k meri tishnagi samhajta tha
Ye or baat hai k mera hum-zabaan na tha paani !